ok thanks dear but then what were dev daasis? i thought they were prostitutes then..Originally posted by: Kadamvari
generally prostitute
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 28th Oct 2025
BIGHDE BACHCHE 28.10
Previous Season favourites
BHHAII DULJ 29.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct. 29, 2025 Episode Discussion Thread
Third person: Mihir jaanbujh kar Anjaan bewakoof insaan
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct. 28, 2025 Episode Discussion Thread
Thamma crashes on Monday,EDKD emerges a hit
🏏India tour of Australia, 2025: AUS vs IND,1st T20I, Canberra🏏
KSBKB2 Oct 27 written episode with pics attached.
I hope it's not true: Kyunki off air.
Amaal Mallik Appreciation Thread - Amaalians Assemble
Where are the saas and bahus of kyunki
Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2: EDT # 4
KSBKBT FF Broken Ties 2 - Arjun(Parth) hit and run case Pg1
ok thanks dear but then what were dev daasis? i thought they were prostitutes then..Originally posted by: Kadamvari
generally prostitute
Originally posted by: lovesunshine
ok thanks dear but then what were dev daasis? i thought they were prostitutes then..
wow thanks dearOriginally posted by: Kadamvari
dev dasis used to live in temples , they were enjoyed by the prists and were sometimes sent to king or landlords but dedasi didn't earn through their body , they lived on the fund of temple , they were under control of priests always
but nagarvadhus worked independently in general or sometimes used to recruited as spy by the kings
chapter 1- Longing for peace, where is the road?
Suvrat was eating food in the morning. His beloved wife was sitting next to him staring at his face with deep amusement.
Suvrat noticed the amused look on his wife's face and told slaves to go out.
Suvrat-kya baat hain rajmahishi, aap hamein aise kyun dekh rahe hain?
His wife subha- hey maharajadhiraja, hum soch rahe the ke aap kal he Magadha se yudh kar laute hain aur aapke mukh par koi chita ke baadal hamein dikh nahe rahe hain, kya aapko nahin lagta ke maharajadhiraja, parambhatrraka Bimbisara apne is parajaya ka pratishodh lena chahenge?
Suvrat got up- hamara bhojan samapt ho gaya, jai mahakaal.
Subha-jai mahakaal, he left, swami ne hamare prashna ka uttara nahin diya, awashya he we chintin hain, kintu we apne mukh par chinta pratyaksha nahin hone dena chahte.
Suvrat thinking while walking- Bimbisara ko hamne abhe to rok diya, kintu hamein pata hain we shighra he apne sena ke saath apna pratishodha lena chahenge, hamein bimbisara hamesha chakit karte hain, ek disha mein to we tathagatha ke shishya hain aur dusre disha mein we hinsa aur vaasna ke maarga par chalte hain.Parantu hamein vaishali ke raksha karne hain, apne aakhre shwas tak karne hain aur hum hamesha apne matrabhoomi ke raksha karenge, ye hamara prana hain.
In Magadha
Ajatshatru-aaah''.he was very angry on his father's defeat.
Devdratta-itna krodhit kyun ho rahe hain aap kumar?
Ajatshatru- Magadha parajit hua hain, aur wo bhe us tuccha vaishali se,aur tum kya chahte ho, hum mridanga bajwayen. He broke his mirror with his hands.
Devdratta-kumar''''.ye kya kiya aapne''..apne parajaya ka hamein pratisodh lena hain devadratta'
Devadrattha smiled''.
Ajatshatru-tum hans kyun rahe ho? Kya tumhe apne prano ka moh nahin.
Devadrattha-aapko kya lagta hain kumar, Magadha kyun vijaye hua is yudh mein'..
Ajatshatru-kehna kya chahte ho tum?
Devadrattha- Vaishali ek mahajanpada nahe hain, apitu kai janpadon ka ganatantra hain, tab bhe wo Magadha se jeet gaya, aisa kyun?
Ajatshatru-spashta shabdon mein kaho kehna kya chahte ho
Devadrattha-seedhi se baat hain kumar, maharaja ke yudh neeti tathagatha ke maarga par chalti hain, aur jis neeti mein he dusron ko kashta na pahunchahe ka swartha ho, we kaise koi yudh jeet sakta hain.
Ajatshatru- to tum kehna chahte ho ke, pitashree ke yudh neete ke kaaran hum ye yudh haarein hain.
Devadrattha-nahin kumar nahin, aapke pitashree ke yudh neete ke kaaran nahin,parantu us yudh neeti mein us siddhart'ah'shama kijiyega'us tathagatha ka sharyantra tha''''..we ek dhoge aur pakhande hain kumar, pehle usne mahamantri mahakashyap ko murkh banaya aur ab aapke pitajee ko. Wo bhatakne waala yogi nahin ek sharyantrakaari hain, wo hamare dharma ke awhelna karta hain aur dusre janpadon se sona le'...dusre janpadon ko ek dusre ke viruddha ladwata hain. Par sabse adhik dukh ke baat to ye hain, koi bhe uske sharyantrakaari buddhi ko dekh nahin paa raha hain.
Ajatshatru started thinking something''.and he quickly left.
Devadrattha smiled-maharajadhirajja,aapke Buddha prem ko kewal aapka putra he samapt kar sakta hain, mein kadapi is Buddha ko hamare dharma ke viruddha sharyantra nahin karne dunga.
On streets of vaishali
ambapali was going to a mandir, very famous in a jungle. she stopped at a house...
amba-kaka, kaka?
kaka came out- ah aa gaye putri, ye lijiye kaka mithai aur bhojan.
kaka-tera kalyan ho putri, mahakaal tuzhe sahe marg par chalayen.
they both ate food together, amba loved her kaka very much, he was the one who took her when she was an infant in royal garden. later she was forced to make a nagar vadhu as every royal wanted her company. to avoid any dispute she was made nagar vadhu.
kaka-aur kaise ho putri?
amba-ah..acche hun kaka..
kaka-tu apne kaka se kuch nahin chupa sakte amba...tere hanste huse mukh ke peeche bahut peeda hain...tu prasanna nahin hain putri.
amba-prasannata ka naatak karna he mera jeevan hain kaka, har rajparivaar ke kummar ko prasanna rakhna mera kartavya hain...ðŸ˜
kaka-tu chinta mat kar, prabhu tuzhe prasannata awashya denge.
amba-prasannata nahin kaka,muzhe kewal shanti chahiye. apne is nirarthak jeevan se mukti chahiye...kintu maarga nahin mil raha hain.
kaka-prabhu ki iccha ke bina kuch nahin hota, samay aane par maarga bhe wahe dikhaenge...
Originally posted by: SilverFairy
Nice. But Who Does Amba Really Love??
I Think Someone Should Save Her From All This.

