kya epi thi yaar aur precap ki baad toh alag thi☺️
ek baat maine raghu ki bare mein notice kiya ki woh har mood mein rahi
chahe funny, naughty, ya angry mood mein he never forgets to say his famous one liners🤣
aaj jab raghu antara par gussa tha tab woh antara se kaha ke yeh ghungru kya tere husband hai
jo abhi tak phen ke raka isse🤣
arre raghu sidha antara se kehde na ki tum antara aur tumhare shaadi ki baare mein baad karahe
hoon😳😆😆
khabhi fast...khabhi gorde pe baithkar koi gadda aur jab tak antara ko yeh samaj nahi aayegi ke raghu antara ki zindagi mein woh special maard bana chahta hai jab tak raghu aisa hints dehta rahega