just for fun....
meri jaan, rahulbaba mubarak ho...
(thinking in mind - Inke chakkar mein hum loot aye.. )
Rahulbaba jai ho,
but slightly showing tongue when Rahul turns his back.... thinking.... lazybones....
yeh kya hogaya bhagwan,
socha na tha ke last round mein aakar har milegi.....
chotabhai samza tha par,
amitmiya ne toh hamari puri vat laga di.....
aur toh aur, Big Boss ne humko aurat bhi banaya... ufff....
mere fans kya sochenge ab
yeh kya halat kardi Big Boss ne hamari
|
main ab kya karunga...
shakti de, hey ishwar,
sarve bhi tu, sarva bhi tu,
daata bhi tu, vidaat bhi tu,
jeevan bhi tu, mirtuya bhi tu...
is musibat ke samay mera saath do...
ab family pe dhan deta hu,
nahi toh yeh bhi haath se jayegi
After few days..... of recuperating....... at his home....
meri jaan, main wapas aa raha hu,
humko tod dena, itna aasan kam nahin hai...
UP, Bihar ke log bhaut miss kar rahe hai...
humko jod sab pagal.... kyunki.....
Sarve bhi main, sarva bhi main
Daata bhi main, vidhaata bhi main
Jeevan bhi main, mirtuya bhi main
har har mahadev
zindagi jandwa phir bhi gamandawa....