Shama ban ke jalraha tha
Jab tum aayi zindagi main
Akeli kashthi khi tara beh raha tha jazbaton ke toofan main
Jab tum aayi zindagi main kinara bankar
Mere tukrane par bhi tum nahi hui mujhse naraz
Mere har gusthaki koi karke maaf
Mujpe tumne saaya kiya
Aur bhula diye mere dil ke zakaam
Shayad khuda ko manzoor nahi tha humara milan
Isiliye ujad diya mera kushiyon ka daman
Kar diya mujshe judha tumhe
Pata nahi kyun mujhe tha yakeen
Tum zindagi bar karogi mera intezaar
Pal bar ki bhul hogayi zindagi bar ki tadap
Par abhi yakeen hai mujhe milenge hum doobara kahin na kahin
Is janam mein nahi to agle main hi sahi
Kayamat tak karunga main tumhara intezaar
Tum bhula na dena mujhe kahin Tum bhula na dena kahin
Edited by myviewprem - 12 years ago