Hellooo ma sweeties n beauties. .. m back again..😉
Well kal sab sady sady the.. bt maine kaha tha naa chill maroo.. to chalo is baat pe baat karte haii aaj ke epi ki ..hey ab main kya khoo.. jis tara se ajii ne chintu ko kaha ki woh tera entry pass haii 😳 main samjh gayii ajii aap kya kehna chate hoo.. bas yeh chintu ur ak 47 ko samjhne ki jaroot haii. 😊 Ajji bhi na badi chalo haii samjha diya ki woh teri entry pass haii kushiyoo kii..us ke bager tera kuch nai ho sakta.. fir bhi yeh chintu muu latka ke beta tha.. kyu ki samhh nai aya.. bechara chintu kitne masumiyat se kaha ajji ko nai aye gi woh.. 😭 ajji kya karoo kita smajhaya mane us ko apne tareeke se.. bt mia chintuu agar us ko us ke tareeke se samjha te tooo woo maan jatii..😃
Par yeh rasika bhi na more or less confused karti haii wase to apne manohar ko kitne payr se keh rahi thi ki main raat ko aap ke saath reh na chahati hu.. bechara manohar ka to character hi change hogaya.. yeh sun ke gune de joru ga gulam ban gaya😆 bechara kithe mushlil se to apni chink(sneez) ko bhula tha fr yaad dila diya...aur sula diya..😆
Wase kan to antra ke bhi kafi tez haii becharii khoyi thi apne kayalo main ki kya kar diya maine. Tabhii ajji pyari ki bartan gira aur antra gabra gayii kya kaan haii antra ke itni door bartan gira aur us ko apne balcony main kade kade sunai diya..😆 madam agar sunai de gaya ha to tabhi kyu ni cahli gayi woha kade kade kya expression de rahi thi.. actually. Raghu ka wait kar rahi thii ki raghu bhar aye ga aur woh use baat kare.. wase mujhe ek baat nai samjh main ayi itna bada ghar kya pure ghar gharn signal ka problem hai jo special balcony main ke ph kiya..
Aur antra bhi kade kade dekh rahi ti kitne gabrat se pucha kya chest maun pain haii aur raghu bhi na.. sab bhul gaya aur kya jawwb de raha thaa pata ni kya huya kuch bol nain rahii..awww😳 kitna pyara scene that thou thora intense tha but dono ko ese baat karte dekh kya kho ab..
Aur fir jo full speed se bhagi humari ak47 . Seeda raghu se takraii ja ke.. 👏
Aur chintu aaj to antra ki sari bate ese maan raha tha.. jese koi choto bacha aapni teachers ki baat manta haii.. 🤣
Aur antra ne bhi to keh hi dita na.. ki main bhut strict wali caretaker hu.. ab yeh baat raghu se behter ko samjh sakta haii..
N last best pe best dialogue ajji ne kya team banayi hai bappa ke sath mil ke do ni ko do dil ek jaan banane ki.. 😳 ajji isi baat pe muuuhaaaww..
Chalo ab aaj ke liye itna hii monday ko fir mile ge.. do din ta yeh weekend jelna pade ga..
Edited by neha.angel - 12 years ago