haan ye to main ne socha hi nahi thx shabnaam tum ne aik bohat hi imp +main point nikala hai is par ye tumhare liye⭐️ ye tumhara imaan hai ur ab main mr.achouba ki taraaf ati hon ab to mujhe bhi us par shak ho raha hai ye bolta kuch hai ur karta kuch hai is ki dal to puri kali hai hehehe larkiyon jago ur is ki dal check karo nahi to ye hume pagal kar dae ga 😉
Ye mere liye emotican kahan se utha kar layi ho😕 ...meri dear Maria ? 😆Bilkul sayi kaha dal puri ki puri kaali hay ...isliye thoda dhimaag aapna thikane lao aur socho iske baare mein ...Jojo ke Ant 😆