Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 16th Oct 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 16, 2025 EDT
NOODLES VRATH 16.10
GREENE FLAG ⛳
What will Yuvraj do?
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 17, 2025 EDT
This is concerning.
Welcome Back 🥳
i support farhana
Pari and Mitali
Who is most loved character in gen 4?
Mental health club - Only Positivity allowed 🌟
Kyunki Detailed Written episode Oct 16. Pics attached (Hindi captions)
Debate between Kareena-Ranbir fans about who's better?
Acha wala gunda
Story- Tortoise to Rabbit😜
Wanna see post leap trp ?????? Geetu vs Abhimaan romance who won??
Anupamaa 17 Oct 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
First Of All I wanna Say That Adi Will Be Back In Wild Card Entry!!!
But for Now.. This is what i wanna convey to Adi
Chalte Chalte.mere ye geet yaad rakhna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Rote Hanste, Bas Yunhi Tum
Gungunaate Rehna....
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Pyaar Karte Karte, Hum Tum Kahin Kho Jaayenge
Inhi Bahaaron Ke, Aanchal Mein Thak Ke So Jaayenge
Sapnon Ko Phir Bhi, Tum Yunhi Sajaate Rehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Chalte Chalte, Mere Ye Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Beech Rah Mein Dilbar, Bichhad Jaayen Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lage Tumhein.Jeevan Ki Ye Dagar
Hum Laut Aayenge, Tum Yunhi Bulaate Rehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Chalte Chalte, Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Love U Always Adi.. Waiting for Ur return😊
Let me say 1st , to me Adi hasn't lost....for a person who has soo many dedicated fans and love of his own mentor is already a winner .......
So Adi , here is a song for you....
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai
Zindagi raat bhi hai, savera bhi hai
Zindagi hai safar aur basera bhi hai
Ek pal dard ka daanv hai
Dusra sukh bhari chhaaon hai
Har naye pal naya geet hai
Zindagi ki yehi reet hai
Gham ka baadal jo chhaaye to hum muskuraate rahe
Apni aankhon mein aashaaon ke deep jalaate rahe
Aaj bigde to kal phir bane
Aaj roothe to kal phir mane
Waqt bhi jaise ek meet hai
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi........
luv u Adi.......