A: Kripa uhto muhjse tumse ek zaroori baat karni hai.
K: Ab baatao kya baat hai..
A: Baat hai ke kal mein baachon se baat kar raha tha aur muhje aisa laga ke bache muhjse zayaada pyar karte hain.
K: KYA!!! tumne muhje subha hi subha uhtaya yeh sab kehne ke liye.. uff Angad tum bhi na..
A: Are Kripa mein sach kehraha hoon.
K: Oh Angad bohot bhole ho tum... Sab jhante hai ke bache baap se zyaada maa se pyar karte hain. Tum bhi yeh baat samhaj lo. Ab mein jari hoon nashta banane ke liye..
A: HAHAHAHA Kripa mein bhola hoon muhje to lagta hai ke tum Bholi ho. Mein bhi dehkata hoon ke bache kise zyaada pyar karte hai.
Prateek Mere Chand Se Bache papa ke liye tum kuch karna hoga.. OK.. dehko tumhe sirf aapne maa samne jahkar yeh kehna hoga ke tum kise zyaada pyar karte ho. ok.. ab batao kya kahogaye..
P: Mein Kahonga mama
ARE NA BABA NA.. khuda ke liye apne maa ke samne yeh maath kehna..Baap ke Izaath ko Mihti "dirt" me milana jahthe ho kya! Dehko maa ke samne yeh kehna ke tum Papa ko zyaada pasand karte ho acha.. (prateek nods) Good boy..
Angad goes to sur and explains it to her too.
A: Meri pyari beti Baap ke izaat ko banaye rahkna..
A: Ab Kripa dehko meine sare bachon ko yahan bhulaya hai yeh puchne ke liye ke woh kisi zyaada pyar karte hai.. ok
K: Jaanu mein itni bhi pagal nahin hoon. tumne zaroor unhe kuch sihkaya hoga.
A: Tauba kripa kaise soch thi ho tum. Mein aisa kuch nahin kiya.. Ab mein bachon ko bhula tha hoon. "SUR, PRATEEK"
dehko mere pyare bachon. ab hume yeh batao ke tum log aakhir kise zyaada paasand karte ho. (Angad Winks at them)
K: Dehko Tum Log sirf sach hi batha na. aur kuch nahin.. Ab beta tumhe haun zyaada acha lagta hai? Sach Bhol na.
: Sorry Papa. Muhhje Maa Zyaada Achi Lagti Hai.
A: Abhe maa ke chamche tuhje sharam nahin aati.. Kitna Sumjha ke aaya tha. aur phir bhi.. Uff..
K: HAHAHAHA.. ab Sur tum BAtao..
S: Muhje To Apne papa zyaada ache lagte hain..
Are idhar aa mere jaan ke tuhkare..
Papa ab mien kya karoon sab Jhante hai ke bache apne maa se zyaada pyar karte hai..
Haan haan lehkin meri beti sur ko aisa nahin lagta.
Umm papa.. kya hai ke muhje bhi na aami zyaada achi lagti hai..
Uff aisa legta hai kisi ne muhje rahke thapar mara.. mere bachon ne hi. muhje doohka de diya.. tum do shetano ko itna samjha ke aaya tha aur tum log ne meri izzat ko hi.. Aapne maa ke samne..
Angad hum to mazak kare the. Maine hi bachon ko batha ya tha yeh sab kehne ke liye.. Pagal..π³
and they lived happily ever after.π