Intro:tarey r marid scene 2 month.swaron are also married now n allthe character r same but they r marrid now...tarey n swaron leaves seperately...
In tarey house..
Tani:rey abtoh uth jao its already 9 am now...
Rey:pls tani sone do na subhah subhah tipical bahu ki tarah order dena shuru kar diya abhi toh hamari shadi hui hai plzzz tani sone do...
Tani:kya kaha apne tipical bahu...in angry mood...
Rey: sorry baba...
Tani:toh abhi uthiye aur nashta karne chaliye vaise bhi apko office jana hai na...
Rey:hain jana toh par aaj zara der se jaunga...
Tani:par kyu...
Rey:woh swayam aaj ane wala hai na...
Tani:kya bhai ane wale hai jodpur se aur bhabhi bhi toh unhone mujhe kyu nai bataya ap ne bhi mujhse yeh bat chupayi...
Rey:relax baby take a breth woh actuly kal hi decide hua mein batane wala tha pae tum raat ko jaldi so chuki thi iss liye tuhm uthana zaroori nahi samzha m sorry...
Tani:vaise bhi aap mujhe kaha apne dil ki baat share karte hain...
Reyaab phir se no way mujhe aab sach mein fresh hona chahiye...
N rey goes...
Scene shifted to jodhpur swayam house...
Breakfast table...
Sharon:swayam kaha ho tum jaldo aao nashta thanda ho raha hai...
Swayam:aaya sharon woh packing kar raha tha...
Sharon:ho gayi sari paking?
Swayam:hain bas thodi si baki hain...
Sharom:m really very excited mere bf se milne wali ho...
Swayam:aur mein tani si pata nahi kaisi hogi...
Swayam mom entry..
Smom:beta tani ko yeh dena...
Swayam:hain dedunga ma...
Smom:apna aur sharon ka kyal rakhna aur pohckar phone zaroor karna...
Swayam;ok mom mein jaldi aa jaunga..
Both swayam n sharon wets for airport...
Precap:rey air tani sharon aur swayam ko pic karne airport ate hain...
Hey guys how was it i know botot kharab tha...agar apko pasand aya toh next part update karongi...
14