that line literally toucheddd me, i found a deep meaning hidden behind it.. and i coudn't control myself to make a post... (My 1st post on this forum)
Adhoorapan, jaise adhoori Mitti... Mitti jab tak adhoori hai woh mitti hi hai, par woh sabko achi nai lagti, bas use achi lagti hai jise mitti se khelna ya mitti ki khushboo pasand hai..
Par jab mitti poori hoke Bhagwan ki murat ban jaati hai toh use sab pyar karte hain, poojte hain..
same as Kumud and Saras's relationship, adhoori mitti jaisa..Adhoora.. jo sirf unhe acha lagega ya lagta hai.. par baakiyon ko nai... :)