~*HUSNAA*~
COMING SOON
a BIRTHDAY GIFT FOR KUHU
Happy wala Birthday
kamini
tu jeeye hazaro sall ye meri hai aarzoo
happy birthday kuhu aha
happy birthday kuhu ahha
happy birthday kuhu
happy birthday kuhu
for prologue...scroll down
~*HUSNAA*~
COMING SOON
a BIRTHDAY GIFT FOR KUHU
Happy wala Birthday
kamini
tu jeeye hazaro sall ye meri hai aarzoo
happy birthday kuhu aha
happy birthday kuhu ahha
happy birthday kuhu
happy birthday kuhu
for prologue...scroll down
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 19th Oct 2025 - WKV
Gloves Off! Smriti vs Rajan Shahi, Anupamaa crew war intensifies.
BADMINTONN🏸 19.10
SECRET OUTT 20.10
🪔🎆Glow Forth and Prosper: Happy Diwali🎆🪔 + Game Sign-up
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 20th Oct 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 20 Oct 2025 EDT
Are they Ram Sita ? I am a Christian so ? tell
Why couldn't Aamir and Salman have successful marriage like Shahrukh?
🎬 Khan-tastic Stories β A 90s Bollywood Writing & Graphics Contest
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai October 19, 2025 EDT
Is Ayushmann Khurrana overrated?
Parineeti and Raghav blessed with a baby boy!
Should Sidharth Malhotra just quit acting?
It's A Boy To Parineeti Chopra Raghav
Diwali Dhamaka: Why does Vicky look so much like Nawazuddin Siddiqui?
13 years Student of the year
Ibrahim Ali Khan Admits Nadaaniyan Was A Bad Film
Book Talk Reading Challenge & Book Bingo, November '25 || Sign-up OPEN
Veteran Actor Asrani Passes Away
Prologue
Lahore ke us pehle jile ke do pargana mein pahunche ,
Resham gali ke duje kuche ke chauthe makaan mein pahunche,
Aur kehte hain jisko dooja mulk us Pakistan mein pahunche,
Likhta hoon khat main hindustan se pehloo-e-husna mein pahunche
Main to hoon baitha o Husna meri yaadon puraani mein khoya
Pal pal ko ginta, pal pal ko chunta beeti kahaani mein khoya
Patte jab jhadte Hindustaan mein yaadein tumhari ye bole
Hota ujala Hindustan mein baatein tumhari ye bola
O Husna meri ye to bata do hota hai aisa kya us gulistan mein,
Rehti ho nanhi kabootar si gum tum jahan
Patte kya jhadte hain Pakistan mein waise jaise jhadte yahan o Husna
Hota ujala kya waisa hi hai jaise hota Hindustan mein haan o Husna
Wo Heero ke Ranjhe ke nagmein mujhko ab tak aa aake satayein
Wo Bulleh Shah ke takriron ke jheene jheene saaye
Wo id ki eidi , lambi namaazein, sevaiyyon ke jhalar
Wo diwali ke diye sang mein baisakhi ke badal
Holi ki wo lakdi jinmein sang sang aanch lagayi
Lohdi ka wo dhuan jismein dhadkan hai sulgayi
O Husna meri ye to bata do lohdi ka dhuan kya ab bhi nikalta hai jaisa nikalta tha us daur mein wahan
Dhuen mein gulistaan ye barbaad ho raha hai,ek rang syaah ke ijaad ho raha hai
Heeron ke Ranjho ke nagmein kya ab bhi sune jaate hain wahan o Husna
Aur rota hai raaton mein Pakistan kya waise jaise Hindustan o Husna