haay raama yeh kyaa huaa | |
kyo.n aise hame.n sataanaa lage | |
tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise rahe.n | |
jaa'o hamko to aatii sharm hai | |
terii aisii adaa pe to fida ham hai.n | |
haay raama yeh kyaa huaa | |
kyon aise hame.n sataanaa lage |
Page
of
1haay raama yeh kyaa huaa | |
kyo.n aise hame.n sataanaa lage | |
tum itnii pyaarii ho saamne ham qaabuu me.n kaise rahe.n | |
jaa'o hamko to aatii sharm hai | |
terii aisii adaa pe to fida ham hai.n | |
haay raama yeh kyaa huaa | |
kyon aise hame.n sataanaa lage |
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 24
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Aug 2025 EDT
SHIFTING BACK 6.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 07 Aug 2025 EDT
GRUHA🏠PRAVESH 7.8
Dharma..what a downfall!!
Anupamaa 06 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
What if (Fun Post)
Janaabe Aali - War 2 - Hrithik Jr NTR Dance Face Off
She Ijj Bekkkkk?
War 2 shows in New Zealand removed due to ZERO bookings on 1st Day
Dil Se or Kuch Kuch Hota Hai?
Which mihir you prefer
Idhar Zindagi Ka Janaza Uthay Ga
Udhar Zindagi Un Ki Dulhan Banay Gi
Qayamat Say Pehlay Qayamat Hai Yaaro
Mairay Samnay Meri Dunya Lutay Gi
Jawani Pay Meri Sitam Dhanay Waloon
Zara Sooch Lo Kia Kahay Ga Zamana
Idhar Miaray Armaan Kafan Pehn Lain Gay
Udhar Un K Haathon Pay Mehndi Lagay Gi
Woh Parday K Peechay Mein Parday K Aaagay
Na Woh Aain Aagay Na Mein Jaaon Peechay
Woh Aagay Barhein Gay To Kuch Bhi Na Hoga
Mein Peechay Hatoon Ga To Dunya Hasay Gi
Azal Say Mohabbat Ki Dushman Hai Dunya
Kaheen Do Diloon Ko Milnay Na Day Gi
Idhar Mairay Dil Per Khanjar Chalay Ga
Udhar Un K Maathay Per Bindiya Sajay Gi
Abhi Un K Hasnay K Din Hein Wo Hasn Lain
Abhi Mairay Ronay K Din Hein Mein Ro Loon
Magar Aik Din Un Ko Rona Paray Ga
K Jiss Din Bhi Meri Mayyat Uthay Gi
if they do decide to change the ending and they do get married to each other then i would chose this song
Kabhi mujhko hasaaye
Kabhi mujhko rulaaye
Mujhe kitna sataati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Mere sapnon mein aaye
Mere dil ko churaaye
Mujhe kitna sataata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Dekha use jab pehli baar
Ban gaya deewaana main yaar
Karke anjaana ikraar
Le gayi dil ka chain qaraar
Thodi si ghabraayi thi
Thodi si sharmaayi thi
Kitna pyaara mukhda hai
Woh to chaand ka tukda hai
Jaane kahan chhup jaati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Main to us pe marti hoon
Duniya se nahin darti hoon
Naam se uske sanwarti hoon
Pal pal aahein bharti hoon
Maana ke majboori hai
Chaahat abhi adhoori hai
Bas kuchh din ki doori hai
Milna bahut zaroori hai
Kya kya dard jagaata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik ladka ik ladki ki
Hai yeh kahani nayi
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Tum se dil jo lagaya
Toh jahan maine paya
Kabhi socha na tha yeh
Milon door hoga saaya
Kyun khuda tune
Mujhe aisa khaab dikhaya
Jab haqiqat mein usse
Todhna tha..
Ik dooje se huye judaa
Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye
Saara din bit jaye
Saari raat jagaye
Bus khayal tumhara
Lamha Lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai
Mit jaye faasle yeh
Tere mere darmiyaan
Joh hai saare..
Teri meri, meri teri
Prem kahani hai mushkil
Do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paye