Posted:


teri tasveer se karta tha batein
mere kamre main aina nahi tha
samunder ne mujhey pyasa hi rakha
main jab sehara mein tha pyasa nahi thamanane ruthney ke khel main hum
bhichad jayenge ye socha nahi tha

suna hai band kar li usne ankhein
kai raaton se woh soya nahi tha
tere baare main jab socha nahi tha