PAR...kal jo roop gayatri ka dekha vo saha nahi ja sakta...mana ki vo aakash par apni 30 saal ki mamta lotana chahti hai par KIS KEEMAT PE?????????? Yash ko jab usne ye sawal pucha ki " TU KON HOTA HAI ISS PAR HATH UTANE WALA?" ussi pal ye sach saamne aa gaya ki uski mamta ab yash ke liye dam ghot chuki hai...yash ko itni takleef dete huye, us par itne sawal khade karte huye ek bar bhi ye khayal nahi khayal nahi aaya ki bhale hi vo uska apna khoon nahi hai par PARWARISH tho ussi ki hai...kya itni kamzor thi aapki parwarish????????? ek sach samne aa gaya aur 30 saal jis bete ko dil se laga kar chaha...jis par apni saari mamta udel di vo paraya ho gaua...bas yunhi, ek pal mein?????????? Itni andhi ho gaee ho aap ki yash ki koee takleef aapke mann ka ek kona nahi chu pa rahi hai?????????
Yash ko ab chale hi jana chahiye...Aakash ka sach tabhi saamne aayega...aur hoga bhi yahi...