In Mumbai.
Simar: kya huwa car kyun rook di aap nay.
Sameer: Simar barish ho rhi hai aur mei ye barish enjoy karna chahat hun.
Simar: par is mosam mei kafi thand hai aur aap bheegay gay toh bemar ho jaen gay.
Sameer: toh kiya huwa Simar barish roz roz tori hoti hai tum bhi chalo na buhat maza aaey ga.
Simar: aap jaen mei yahen theek hun..
Sameer takeoff from car and stretched his arms that way's like he welcome rain or he allows rain to wet him, but cimar watch him silently through the car windows. He comes nears the car.
Sameer: simar chalo na buhat maza aa rha hai .
Simar: nahi sir aap enjoy Karen, mei bheeg jaun gi.
Sameer: barish bheegnay k liay hitoh hoti hai , bheegnay say darti ho tum bhi na Simar..
He opens the car door and offers his hand to simar, she takes her hand in his hand and take off from car, Simar puts her both hand over her head . sameer drag her in between the roads. He again offers her hand and she give her hand. They start dancing in the rain..
"Sansoon ko sansoon mei dhalnay do zara
Dheemi si dharkan ko bharnay do zara,
lamhoon ki guzarish hai ye k pass aa jaen.
Hummm Tummm tummm hummm tumm "
Now sameer puts his hand on her face and cupped her face, she closes her eyes, His lips an inches distances from her check, but suddenly she opens her eyes and see him that's was only her imagination not happened like this in real…
Sameer: what happened simar.. He is very close to her.
Simar nodded her head in negative.
Sameer: finally cupped her face and wipes the rain droplet from her face, He puts his hand on her hair and start combing her wet hairs.. She is now confused in this actually happened or this is again her imagination. Sameer soon realize what he did? He suddenly jerk his hand from her hairs and both gives a confused look.
Sameer: sorry simar..
Simar: its ok I mean I am sorry , pata nahi mujhay kya ho gaya tha.
Sameer: sorry toh mujhay kehna chaheay tha I lose my control I am really sorry..
In Dehli.
Riya is in the kitchen and making chapati's for them but Arjun continuously disturbed her.
Riya: kya kar rhay ho aap.
Arjun: kuch nahi..
Riya is wearing a deep backless blouse and red sari. Arjun puts his inde from on her back and start written some letter from his indexfinger.
Riya blushes and feels shy, She strucks her shoulder.
Riya: Choren na had hoti hai Arjun, kam iz kam shanty say mujhay kahana toh banana dyn.
Arjun: mei kya kar rha hunt um apna kam karo aur mei apna kam kar rha hun..
Now he puts his hand around her waist and put his another hand on her shoulder and kisses on her neck.
She also respond the same, she puts her dirty hand on his check and kiss him on his another check.
Arjun: ye kya kya tum nay meray balo mei aata laga diya.
Riya: kam k waqt disturb karo gay toh yahi hoga.
Arjun: ye kam hai aap ka ek din bina khaey nahi reh sakti kya.
Riya: Arjun..
Arjun: ok Tum apna kam continue karo.
Riya: promise aap mujhay disturb nahi karo gay.
Arjun: promise.
Par Arjun kahan samjhnay wala tha He again start teasing her First he put his head on her shoulder when he see she doesn't forbid him for doing this he slowly start kissing her shoulder . She is again silent and busy in making chapati's he give a green signal from her wife so he doesn't want to miss this opportunity for romance, he now start kissing her back, Now he put her pallu of sari from her shoulder and falls her pallu down from her shoulder and start kissing her neck. She is fuming with anger she put off the stove and repond him equally… Arjun finds his ways from her neck towards her shoulder and she encircle her hand around his neck and allows him to did his work… After a few minute the milk which is boiling in the stove flows and suddenly Arjun back to his sence and put off the stove.
Arjun: dheyan kahan rehta hai tumhara Riya aaisay kam karo gi toh kaisay hoga, tumhain sharm nahi aati mujhay dekhtay hi apna control kho deti ho..
She lowered her gaze , she blushes and face becomes red and she runs from there.
Riya POV " ye kya kiya tu nay bilkul pagal hai, wo toh pagal hai hi aur tu un say bhi bari pagal hai, control nahi kar sakti thi khud par , kya soch rhay hungay wo"
Suddenly She feels somethings around her.He is non other than her Arjun, which wraped a bedsheet arund him and he wraped her with his arms in the same sheet. Sheet is between his fingers and he encircle his hand around her waist totally wraped himself and her around the sheet.
She couldn't able to see him She ignores him.. finally she unable her to speak
Riya: sorry Arjun I am sorry sahi kaha aap nay mujhay khud par kabo rakhna chaheay tha ..
Arjun: shhh mei toh mazak kar rha tha, tum apnay pati say pyar nahi karo gi toh kiya parosiyun say karo gi..
Riya: shutup Arjun…
Now they sit (half lying position) near the fire Riya back is so closed with Arjun Chest and Arjun hand is also around her and they wraped the same sheet, they totally covered under the sheet, he puts his head on her shoulder.
Riya: Arjun I am so lucky k mujhay aap milay hain, sach kahun mei nay kabhi ye socha bhi nahi tha k kabhi mei aap k itnay kareb rahun gi k app k dil ki dharkanein saaf sun sakun gi, mei nay kabhi ye nahi chaha tha k aap mujhay is tarha milo gay, meray wahem o guman mei bhi ye baat nahi thi k aap mujhay is qadar toot k chaho gay, mei nay kabhi is k arzoo hi nahi kit hi k aap meray robaroo ho mujhay say itna pyar karo, kyun k jhootay sapnay mei nahi dekhna chahti thi, mei aaisay khawab nahi sajana chahti thi jin k tootnay par mei toot jaun, mei nay toh sirf aap ko chaha than a k badly mei apki chahat k arzoo kit hi, kehtay hain na joriyan wahan banti hai aasmanoo par jis k naseeb mei jo hota hai usay wohi milta hai, lekin mujhay nahi pata tha k meray naseeb mei ap ko likh diya gaya hai, meri chahat meri mohabat mujhay is tarha milay gi nahi pata tha ye mujhay, bin managay mujhay sab kuch mil gaya hai Arjun, is mei apnay pyar ki shakti kahun ya aap k duaon ka asar ….
Arjun: ssshhh puarani batein bhool jao Riya, sach ye hai k tum meray sath apnay pyar k sath aaj tum apnay Arjun ki ho aur Arjun sirf tumhara hai Riya sirf tumhara..
He rubs his nose on her neck.
Arjun: kya soch rhi ho Riya..
Riya: hum jo kar rhay hain wo theek hai kya, kya
Arjun: what?
A tears falling from her eyes .
Riya: kya humara rishta jaiz hai
Arjun: ye baat tum keh rhi ho Riya, humara rishta bilkul pak hai, humray darmiyan wohi hai jo ek pati ka apni patni k sath hona chaheay, mei khud tumhain kisi kashmakash mei nahi dalna chahta tha, Riya jab tum yahan meray ghar aai thi toh mei janta tha k tum bhi mujh say pyar karti ho, tumhain force kar skta tha k tum meray sath …. Ghalta kiya hota Riya mei aur tum ek dosray say pyar kartay hai sath hain toh kya huwa aaj kal toh yahi hota hain na pyar isi ka naam haina, lekin agar mei us waqt tumharay kareeb aata toh wo rishta najaiz hota, aur mei humaray pyaar par koi kalank nahi lagana chahta tha, ghalt toh tab hota Riya jab mei tumhain forcefully apnay kareeb aanay ko kehta , ghalat toh tab hota Riya jab mei tumhain tumharay na chahtay huay bhi yahan qaid kar k rakhta, ghalat toh tab hota Riya jab mei tum say pyar nahi karta, ghalat toh tab hota Riya jab mei majbori mei tum say shadi karta, humara rishta bilkul khalis hai Riya, pure… mei nay pori reeti riwaj k sath tumhain apnanaya hai Riya, tumhari mang mei bhara huwa ye sindoor is baat ki gawahi deta hain , tumharay galay mei bandha ye mangal sutar tumhain mujh say jorta hai, aagni k agay liay gay sath pheray aur humaray liay gay sath wachan humaray rishtay ko pawitar banatay hain Riya, hum nay koi ghalat kam nahi kiya Riya, na hum nay kisi ka dil tor k is rishtay ko jora hain na kisi k ghar ujar k hum nay toh baron k aashirwad k sath ek duje ko apnaya hai Riya, humaray rishtay par pawitarta ki mohar lag chuki hai jahan tak samjh ka talluq hai wo kanoon ki mohar bhi buhat jald lag jaey gi, phir tum pori tarha say meri hogi, taan maan aur dhan say sirf apnay Arjun ki hogi aur Arjun tumhara..
Arjun: ha Riya yahi pyar hai, jis mei koi sarhad nahi jis ki koi had nahi yahi pyar hai Riay, tumhain apni expectation say zayda mila hai isliay tum isay apna nahi paa rhi ho, Riyu yakken karo tum mera pehla aur aakhri pyar ho..
Riya: pehla pyar pehla pyar aap mei kahan hun Arjun wo toh…
Arjun: waqt ki kuch karwi yadein hai Riya ateet k panoon mei dafan, kuch rishtay hain aaisay jo majbori mei joray thay, kuch khokhlay ishtay thay Riya jo dhay gay, kuch yadein then aaisi jo tuharay aagay dhundli par gaen, bus tum itna jaan lo na kabhi meri zindagi mei koi tha na hi koi aaey ga..
RIya: toh wo sab jhoot tha, apki aankhon mei wo pyar jo un k liay dekhti thi wo kiya tha, aap unhen kaisay bhool saktay hain..
Arjun: kaha na Riya ek din tum sab samjh jao gi, mei phir say saam ko khona nahi chahta pehlay us say poch lun phir sari sachai tumhain bata dunga Riya..
Riya: kya chupa rhay hain aap mujh say..
Arjun: tum bila wajah mujh par shak kar rhi ho..
RIya: nahi Arjun mei apnay ap say zayda ap par yakeen karti hun, ap ki har baat meray liay pathar par khenchi gai lakeer hai, chahey dunya ghalat ho par mera Arjun kabhi ghalat nahi hoga…
Arjun: meri Riya..
331