please gauri jaldi waapas aa jaao...kyunki agar gauri waapas aa gayi to anandi ko baar baar haveli me nahi aane degi...
apne loudspeaker jaisi aawaaj me bolegi
kyun...kyun..kyun...anandi baar baar yaha aa jaati ho.
aakhir tum mera peecha kyun nahi chodti
,please mujhe aur jagat ko akela chod do
tum apne pati ki chinta karo mere pati ki chinta karne ki jaroorat nahi hai...
agar aisa hua to achcha hoga anandi apna pura waqt sirf apne baanke sajeele beendsaa shiv ke liye de sakegi...
& gauri jagya ko bhi CH nahi jaane degi kam se kam ANSH ko distrub to nahi karega jagya.
please gauri come back soon...
Edited by mantarang - 13 years ago