Part 12:
N: gunjan samrat ko dekhna bandh hogaya toh apni di se milne ka kasht karo and she fakes anger.
Gunjan now knows that shes in for big trouble. Ab voh kaise apni di ko manayegi jinse voh apni jaan se bhi zyaada pyaar karti hai, kaise unhe samjhayegi ki voh unhe bina bataye kyu chali gayi, kaise karegi voh sab kuch???
G: di… voh main
She doesn't know what to say… she has tears in her eyes. If she was feeling incomplete without samrat, more than that she missed her confidante, her sister. No matter who comes in your life but the place of a sister can never be replaced. We may share everything with our soulmate but there are somethings you would like to tell your sister and not him/her. She definitely missed that motherly presence of her sister, her love and warm presence. To gunjan, nupur was somebody she had by her side always. It was in her sister that she found a mother and father when her mother passed away, and when her father couldn't give them time because of his work. She was her best friend, her everything, her best partner. She never expressed but she missed her sister the most in times of her difficulties.
N: kya di haan? Apne di se gale nai milegi?
Gunjan ran to hug her…
G: im sorry di, aapko bina bataye chali gayi. Aapse pure ek saal tak baat nai ki, na hi aapse milne ki koshish ki. Par di aap hi batao main kya karti, agar aapko batake jaati toh kya aap apni gunjan ko jaane dete?
N: kabhi nahi, balki tujhe ussi waqt ek thappad lagati aur teri akal tikhane aa jaati. Aisa koi karta hai kya, ghar chodke chala jaana…
G: sorry na di, mujhe maaf kardo
N: pehle apne ansoon ponch, abs e meri gunjan sirf haste hue dikhni chahiye… samjhi???
G: haan pakka.
She hugs her
G: love you di, aapko bohot miss kiya
N: toh apne di ke paas kyu nahi chali aayi?
Asked an emotional nupur.
G: kyonki main sabse dur jaana chahti thi, meri halat sab pe ek bhoj ban rahi thi, aur khaskar samrat ko mujhe bhula dena chahti thi.
N: maar khayegi, aisa kabhi mat sochna ki tu hum pe kabhi bhi bhoj ban sakti hai, varna tujhse kabhi baat nai karungi.
S: bilkul sahi kaha nupur, chashmish ke dimag ko sahi karna padega. Iske dimag mein bohot kuch ulta chalta rehta hai
M: bhai iss baat se toh saali sahiba main apni patni ke saath hoon
Gang: aur hum sab bhi, tumhe toh saza milegi….
G: arre..par…adi tum toh inhe samjhao
A: kya samjaho cupcake, sab teekh bol rahe hai…
G: tum bhi :O
A: vaise toh mujhe bhi tumse iss baat pe gusaa hona chahiye, par iss baar main tumhara saath dunga…
Agar tum ghar chodke nai aati toh mujhse kaise milti, mujhe apni cupcake kaisi milti??
He side hugs her…
G: chalo kam se kam koi toh meri taraf hai, chahe uske irade khudgarz hi kyu na ho?
A: kya bola tumne, khudgarz???
G: sahi bola maine and she fakes anger
A: tumhe toh main
Before they could start dia stopped them
D: please ladai baad mein continue karna, ab ke liye please chup ho jao
Adi and gunjan show their index fingers to each other and say "FINE"
G: aur ab tum sab please jitna gussa hona hai ho jao, main jaanti hoon maine galti ki hai, ut patang socha, ghar chodke chali gayi, im sorry
And a tear drop fell from her eyes and fell on samrats finger.
S: ssshhh chashmish ab kuch aur mat bolo…
Par haan saza toh tumhe milegi… tumhe apni puri zindagi mere saath guzarni padegi, bolo manzoor hai?
G: haan…
N: par gunjan tum adi se kaise mili? Itne din kaha reh rahi thi?
G: main jab ghar se chali gayi, mujhe kuch samajh nai aaya main kaha jao… aur uss wheel chair ke saath aur bhi mushkilein ho rahi thi… main ek ananth asmram chali gayi, vaha ek old aunty aur uncle mile… unhone mujhe dekha aur jab maine unse kahi pe rehne ke liye jagah maanga, unhone bataya ki voh ek anath ashram chalate hai. Unhone mujhe vaah rehne ke liye jagah di…
Un uncle aunty ka nati adi hai, main use vahi mili…
Main adi se judne lagi, maine use apne baare mein sab kuch bataya, voh mujhse roz milne aata tha, main uske nanai nani ko nana nani bolne lagi. Unhone bhi mujhe apni beti jaisa hi maan liya tha… adi ne mujhe chalne mein bohot madad ki, mujhe doctor ke paas le jaata tha, mere teekh hone mein adi ka bohot bada haath hai di… main adi ke saath uske college mein padti thi. Kuch din baad main adi ke saath nana nani ke saath rehne lagi.
Main use bolti thi ki main kaam karke apna karcha khud utaungi, voh meri ek baat na suntan….
Adi ke bohot ehsaan hai mujh pe.. bhagwan ban ke aaya hai yeh meri zindagi mein…
She looks at adi and smiles expressing her gratitude.
A: tu kabse yeh ehsaan vehsaan ki baat karne lagi, maine bola than a tu meri behen hai, aur behen ka karcha utana, usk emada karna ek bhai ka farz hota hai
S: nahi adi chahshmish bilkul teekh keh rahi hai tumne jo kiya voh aaj kal koi kissi ke liye nahi karta hai.. hum pe sach mein tumhare bohot ehsaanhai, tumne meri chashmish ko ek nayi zindagi di hai, aaj agar chashmish phirse meri zindagi mein vapas aayi hai toh uska karan sirf aur sirf tum ho..
A: nahi samrat, tum dono ka pyaar itna mazboot hai ki kismat ya koi aur tumhe juda bhi nar kar saka.
N: sahi baat bola tumne adi… aaj se tumhari sirf gunjan nai main bhi tumhari behen hoon… manzoor?
A: bilkul…. Vaise aapke baare mein bohot suna hai..
N: voh toh sunna hi tha, main hoon hi itni famous
And they start laughing.
A: ab ghar chale, nana nani intezaar kar rahe honge… inn sabko dekh ke khushi se uchal padenge..
G: haan chalo, mujhse ab aur intezaar nai hota, tum sabko nana nani se milana hai..chalo
They all leave to their house.
Note:I'm so sorry this update isnt upto the mark, i couldnt wirte much of sajan scenes becasue gunjan's flashback had to be revealed. im not keeping well so sorry for the short update. will update the next part soon 😃
42