C: haa sir chaliye, chaltey hai...
S: kya baat hai chotu itni eagrnes!
C: kya hai na khane ka nam sunte hi mera dimag na khul jaata hai...
S: aur muh bhi! Hehehe!
Ri: ohho! Stop it u 2! Wese sir... Mai na ghar pe bengali khana baneyna ka soch rahi thi..
A: thats not fair riya!! Tumne kaha tha tum aaj kuch marathi try karogi..
Ri: SIRRR! kitchen mei na aapki nahi chalti.. Aur wese bhi recipebook mei naak ghusa k mujhsay khana nahi pakaya jayega!
Ra: loh! Phir shuru hogay tum dono! Fyn riya hum aaj tumhara khana khatey hai..
S: Aah! thnx rathor sir! Telepia r jhol ar ilish bhaja!
C: amra shobai raja!
S: kya!
C: tu us din gaa raha tha na! Par riyu kuch marathi bana na! Poha, undhyo, puran poli...
kya swaad hai kyu arjun sir...
A: ha chotu.. hame toh marathi khana hi chahiye...
samjhe ya samjhau..
Ri: ham to samahgaye par aap bhi samajh lijiye, k ham to bangali hi pakayenge aur khayenge bhi...
S: Haa ri...
sir mai aur ri ek team!!
625