
Taale pe likha tha "Taale ko todne ki jaroorat nahi hai,
156 number press karke sahmne vala lal batan dabao,
Taala khul jayega. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi."
Jate jate chor ne bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!
Babu: Yeh kitne ka hai?
Dokandar: Rs 600.
Kanjoos Babu: Arey bhai daily wear dikhaao, party wear nahi.