Toh sab bacho batao yeh sab kya chal raha hai .....jodi fans k hote hue kya chal raha hai ๐ก
hmmm...koi yaha pe guess kar sakta hai k bro aur aamna k beechh kya khichdi pak rahi hai. ๐๐ฒ
humare pyaare bhaiya๐...aapke siggy mein to bade bade size mein likha thha dat aamna is ur sister,bade kanyadaan karne chale thhe.๐
ab aaya uthh pahar k neeche.๐๐
suno suno suno ................
sab k sab bache suno............
humare pyaare bhaiya ne kya kiya .....
chhupe rustam ...yeh khud to batane ka kasht karenge nahi ๐ณ
main hi bata deti hoon ๐
inhone aamna ko fone kiya.....๐
ab fone kiya so kiya ......baat karte waqt jis tarah blush ๐ณ ๐ณ kiya usse kya pata chalta hai .....๐
maine suna aap pure red ho gaye bro....hmmm...iska kya matlab nikale....๐ณ๐ณ
kya baat hai...lagta hai aamna se baat kar k aapka dil garden garden ho raha hai โค๏ธ๐ฒ
awwww.....awwwwww
dekhlo sab .........
yaha pe bhi love traingle ban raha hai ......
see ppl. bro is singing song
tumne kisi ko dil diya ......diya
maine bhi diya ...............๐ณ๐ณ
maine kisi ko dil de k kar li raatein kharab dekho
aaya nahi abhi tak udhar se
aya nahi abhi tak udhar se
koi jawaab dekho ๐ญ
woh na kahenge to khudkhushi bhi kar jaoonga main yaaron๐๐๐
woh na kahenge to khudkhushi bhi kar jaoonga main yaaron๐๐๐
woh haan kahenge to bhi khushi se marr jaoonga main yaaro
to gao om shanti om shanti shanti om ๐
To bolo sab bacha log
bro k saath kya kiya jaye ๐
maar diya jaye k chhod diya jaye
bol chalu bhaiya tere saath kya salukh kiya jaye ๐
aamna aur rajeev 2๐ณ ....unko beech aaye humare bro
bahut nainsaafi hai re .....๐ก
ab aap apni safaai mein kya kehna chahenge
sab jodi fans ...sambhal le ๐ณ
aur saari sis log...dhyaan rakhe ...bhai raasta bhatak gaya hai ๐๐
apun chalta hai...bt aapko bina wish kiye nahi jayega
To bro GET WELL SOON mamu