Posted:
Yashu's joke part
Yash : Aartiji Bacho , Joke Yaad aa gaya haan toh itna kamal ka joke hai ki mein aapko bata nhi skta ki aapko kitni hassi aane wali hai.
Joke aise start hota h ki
Ek bacha ta, woh bacha aapni mama se puchta h ki Qutub Minar Kaha pe hai?
Mama khti h malum nhi. Toh bacha 2sra sawal pucta h, Akbar ke kitne bache te? Toh mama ko firse kuch pata nhi. Jb bacha 3sra sawal puchna 1min 1min Aartiji 3sra sawal kya ta
Aarti: Taj Mehal, haan apko b joke aata h, haan haan toh ab bacha puchta h ki Taj mehal kaha h? Toh Mama ko firse kuch nhi malum. Ab bacha chup chap se beith jata h. Toh mama bolti h beta sawal karo sawal karne se general knowledge badh jati hai. Hahahaha kya joke ta.. So aapko yashu ka joke kaisa laga?