Okay here goes the written update of the SBS sectionHeadline: Devdas Bane Asad ke Aankhon main aaye Aansu
Reporter:Serial Qubool hai main bahut hii dukhi hain humare asad miyaan itne dukhi hain itne dukhi hain ki aansu baha rahe hain...bhai kya karein jab koi itna kareeb haota hain aur woh jab door hojaye toh aansu toh khud ba khud nikal aate hi hain kya karein yeh pyaar ka dard hain hota hi rehta hain
Asad with his hand in the pocket standing at the window and looking outside
(Background music goes Noore Khuda from My name is khan) Then asad turn with his emotional face with hands folded and goes and sits on the sofa next to the window and joins his hands and puts them on his face then they flash only his eyes with a hair strand coming on his forehead...then they show his eyes filled with painful tears a bit and they make the picture black and white then they show asad sitting on the floor with legs together and his hands together folded with his head on his knees and wrinkles on his forehead with tears of emotions on his face
Reporter:Aankhon main jiske humesha junoon rehta tha aaj uski aankhon main aansu hain seene main dil tutne ka dard hain kisika saath chooth jaane ka pachtawa hain jisse zindagi main sabse zyaada pyaar kiya(They show asad going towards his guitar and touching it with compassion and then turning and touching his forehead with tension and the picture goes black and white for a while)
Reporter: Asad ki aankhon main yeh dard apni pyaar ke liye hain woh pyaar joh asad miyaan ki zindagi main bahut maaine rakhta hain par janab ko woh pyaar zoya se nahi balki ayaan se hain jiski wajah se asad ka yeh haal hain sorry to say asad miyaan par yeh pyaar ka dard toh humne devdas ki aankhon main dekha tha woh bhi apni paaro ke liye aur ek aap hain joh bhai ke liye itne dukhi ho rahe hain
Karan: Loosening his tie he is wearing a black three piece suit and a whit shirt says pyaar vyaar toh hain nahi iss waqt toh joh matlab its another form of love not a love for a woman but love for your brother toh intensity humesha love ki utni hii rehti hain chahe woh kissi se bhi ho
Reporter: pyaar ka kya defination diya hain par humein zaara yeh baataye ki aapke aur Ayaan ke beech aisa kya hogaya joh aap itne dukhi hain
Karan: Ayaan is one of the closest people to asad aur abhi woh aayan se baat nahi kar sakta hain kyunki ghar pe kuch hua hain aur uski ammi ne usko kasam bhi de di hain ki woh usse baat nahi karega toh iss liye woh bahut udas hain
Reporter: Asad miyan udaas hone se kya hoga jayiye aur jakar apni ammijaan se baat kijiye tabhi shayad iss problem ka koi hal niklega well hum karan se new year ke baad pehli baar mille toh humne unse pooch hi liya ki unki new year party kaisi rahi
Karan: Haan mere bhai ne ek event organise kiya tha moksh shiva uski company ka naam hain aur uske saath rati entertainment ne join kar ke ek event kiya tha pune main hyaat main and it was a nice event hum log gaye bahut masti kiya wapas aagaye
Reporter: Acha hain karan now we hope ke aapka onscreen tension jaldi se solve ho jaye aur aapko aapka ayaan mil jaye
And they keep showind asad scene of his room with the noore khuda song still playing in the background
This was the SBS update a long one though hope u guys enjoy reading it and don't get bored š³
Edited by marilyn2007 - 12 years ago
14