mera man kar raha hai naina ko goli mar do usne apne badbole moh se sab bak diya huda ke agee.bunty ne kaha bhi tha kisi ko batay nahi phir bhi sabse badi jaan ki dushman to naina hai raj ki.naina raj ke layak hai hi nahi.apne asihiq(huda)ko bata diya jisse huda phir rajveer ko marne ki koshish karega dekha nahi uske expressions.
me janti ho aap ko huda aur naina bahut pasand hai magar aap hi dekho bunty ne naina ko kaha tha rajveer ke jaan ko khatra hai kisi ko batay nahi kisi par vishvas nahi kiya jaa sakta.phir bhi bol diya.
agar ab capt. ko kuch hoa to naina iski jimmedar hogi.