new promo -
kal ke episode ka last part jaha RK madhubala se puchatha hai ki tum mujhe kitana pyaar kerti ho, kya mere saath sab kuch chodker chal sakthi ho
madhubala bolthi hai ki hain maine tumhe pyaar kerti hu ,
jab RK apana haath badath hai toh madhu apana haath usake haatho me nahi deti
back ground me koi awaj nahi hai, jisaka koi matlab nikale