(Aditya's POV)
Kyun na Samje meri baat pankhuri ,
Kyun muje deti hai itni Chinta woh,
Kyun na Jane meri pareshani,
Ek taraf na Milne ka wada,
Baat Bhi nahi kar sakta uski vyatha,
Kitna Hun pareshan main uske liye,
Par kyun na Samje woh mere liye???
Uska Faisla kar raha hai vyatit muje,
Uski Chinta main gamgin muje,
Aise kaise chodun akela usko main,
Sare samaj ke samne kaise hone dun bebas,
Main Sath dunga tumhara pankhuri ,
Aapne wade ka maan bhi rakhunga,
Phir Bhi khamoshi se banunga,
Tumhara saccha hamsafar..
Tumhara Adi...
Pic credit : f.s.m.
Thank u 😊