chapter-2-it begins...soldiers shouting-maharaja daksha ki jai ho,maharaja daksha ki jai ho.
mainavati came to greet them.
mainavati-aapka aardhik swagat hain maharaja daksha aur maharani prastuti.
daksha-ye to hamara saubhagya hain ke humein aapke aur maharaja himavan ke darashan ka saubhagya mila.
maina smiled.they entered the palace
in courtroom..
durga was in her princess attire which was no less than a warrior one.she was the bravest person on earth.😉
vishnu-nahin,yeh aap kaisa anurodh lekar aayen hain.
prastuti-maharaja vishnu,hum abhe is stithi mein nahe hain ke mahishsura se yudh kar sakein,isliye aapke sahayata ke hamein atayant aawshakta hain.
vishnu-kintu..
durga-hum aapke prastaav ko sweekar karte hain.
vishnu-kintu durga.
durga-nahin bhaiya,maharaja daksha itne umeedon se yahan aaye hain aur sati hamari sabse priya sakhi hain.hum apne sakhi ke kartavya se peeche nahe hatenge.
vishnu-tumhe to bas bahane chahiye yudh karne ke.😆
daksha and prastuti-😆
durga-😛 awashya he...
daksha-aapka aabhar devi durga.hum to aapke hrini ho gaye.
durga-aap hamse bade hain,kripa karke hamein hamari he chaksuon mein na giryaen.aap hamein putri keh kar sambhodhit kar sakte hain.
prastuti and daksha were flattered by durga's manners.
in kailash..
nandi-dekho veerbhadra,maharaja abhe abhe laute hain daksha se yudh karke.ab is sandesh se unhe vyathit mat karo.tum jaante ho ke wo apne mitron ke kasht se vyathit ho jaate hain.
suddenly a voice came from behind.
shekhar-nandi..
nandi turned-ah maharaja...pranaam..
shekhar-aisa kaun sa sandesh hain jo tum muzhe nahe bata rahe ho.
veerbhadra-maharaja..daksha himalaya gaya hain devi durga ko raajkumari satyavati ka angrakshaka banane.
shekhar-huh..😡us daksha ka itna dussahas...wo...durga ko satyavati ka angrakshak banane chala hain.ab uske mrityu nishchit hain.
nandi-kintu maharaja,devi durga ke samaksha ek prastaav lekar gaye hain we,aur devi durga swayam is karya ke liye maan gaye hain.
shekhar-kya?durga...muzhe swayam usse baat karne hoge.ye stri bhe na,atyant vichitra praani hain ye.he left murmuring.
nandi and veerybhadra cutely smiled.
nandi thinks-mein samazhta hun maharaja,aapko kitne chinta hain apne mitron ke kyunki devi durga aur maharaja vishnu ne tab aapko sharan de the jab daksha ne aapke pita ke hatya kar de the aur wo aapko maarne ke liye aa raha tha.
(the reason daksha is friendly with vishnu is because vishnu once helped daksha in a war against a very poweful tribal chief.because of it daksha captured dakshapuri and named it after his name.he can't dare to fight against vishnu,if he does he will loose his throne as half of his army is under vishnu.)
sati-kya,pitashree durga ke paas gaye hain,use mera angrakshaka banane ke liye?kintu ye to atyant ashobhniya hain.vishnu aur durga rajkula se hain,unhe ye karya shobha nahe deta.
chandra-shobha to nahe deta raajkumari kintu maharaja daksha ek pita hain,wo apne putri ko bachane ke liye kuch bhe karenge.
sati-parantu,durga,wo hamari angrakshak,hamari sabse priya sakhi.
sati reminds dura and her playing in garden when they were kids.
durga-sati,pakdo hamein,tum hamein nahe pakad sakti.ha ha..
sati-durga ruko to,tum to bahut tej bhaagti ho,bade hoka yodha bannana hain kya?
durga-awashya,hum yodha banenge,ek aise yodha jiske koi misaal na hoge.
sati-aaa..
durga-sati...she came to her.dekha na,chot lag gaye.chalo mahel mein chalo...
she came out of her thoughts.
sati thinks-kahe is wazah se durga aur hamari mitrata na toot jaye.hey narayan kripa karke hamare is utoot mitrata ko hamesha aise he banaye rakhna.
next day...
maina-putri tum apne nischay par atal ho is baat ke hamein prasannata hain kintu..
durga-maa hum ek yodha hain,kripa karke hamein apne ashruon se durbal na karein.
vishnu-durbal,huh,tuzhe to dekh ke acche acche rakshasa bhaybheet ho jaate hain.
lakshika enters-kripya hamare nanad se aise vartalaap na karein.
vishnu eating-accha hain,maine to suna to nanad aur bhabhi ek dusre ke rakt ke pyaasi hote hain yahan to ulta hain.
maina-vishnu😡itne bade raja ho kintu tumhara baalpan wahe ka wahe hain.
durga-dekhna bhaiya,hum us mahishasura ke bote bote kar denge.he ha ha ha ha...😈
vishnu-aise hasoge to wo mahishasura haste haste he mrityu ko prapt ho jayega.
durga-accha,she started running behind him to slap him,they always played like this.
maina smiled...
mahishasura in his room...he was drinking somras.
mahishasura was adoring a painting in front of him.
mahi came towards it.
mahi touched the painting.
mahi-satyawati...meri sati...tum kewal meri ho.aa raha hun main...mahishpur ka devta mahishasura...heee..ha ha ha ha...😆
durga was all read to go.she packed her bags and left with prastuti and daksha while shekhar was on his way to reach himalaya.
Edited by lucykaede - 12 years ago
142