Per ab to I'm losing my mind with track over track of nothing but paagalpan
Koi mujhe bataye please 🤔
Iss Falooda ko kya naam doon? 🤣
Jo CVs humare dimag ke saath kar rahe hain
Show ka one-way track to hai hi nahi..sab mix kar ke keema bana ke humein serve kiya ja raha hai 🤣 Thanks to WUs warna main yahan na hoti 😆
Ab naya track of the Sacha bhai and Rajni being adult-napped!? Yehi reh gaya tha 🤣