scene 2
raya ki dosti
after that...ram vikram bhi chale jate h...
kuchh dino baad...ram aur vikram ek party me jate hain jha obiously...co incidently priya aur neha bhi aate hain aur co incidentaly ram unhe dekh bhi leta hai...
ram...are yar vikram wo dekh whi dono ladkiya...yha bhi aa gyi yar hamara peechha karte karte
vikram...achha tujhe kaise pta ki wo tera peechha kr rhi h
ram...are mera nhi yar tera...
vikram...mera??? abe mera peechha kaun karega aur kyun karega???
ram...are wo hai na miss kuchh nhi ki dost...
vikram...raaam...chupkar
ram...achha yar naraz kyun ho rha h...chal na jra baat krte hain
vikram...not again ram...us din pet nhi bhara...nam tak to usne btaya nhi
ram...are us din nhi btaya to kya hua aaj bta degi...aur aaj to main isse dosti kr k hi rahunga...chal na yar
vikram...mere mana karne se man jayega
ram...nahi
vikram...to phir chal...
again ram priya k paas jake muskura k usse bate karne ki koshish karta h
ram...hi...miss kuchh nhi ji
priya...aap??
ram...aap yha bhi aa gye kyun mera peechha kar rhe hai...agar mujhe apse bat krne me intrest hota to us din hi kar leti par nhi kiya toiska matlb h ki mujhe koi intrest nhi apko itni si bat samajh me nhi aati h...yhi kehna chahti h na aap...chaliye ye to maine keh diya waise bhi aap kam hi bolti hai to maine apki thodi aur energy wst hone se bacha li...ab hum naye topic pe baat kar sakte hain na...
bina response ka wait kiye ram phir se bolta h waise abhipriya thodi normal ho gyi h ram ki utpatang bate sun k...
ram...ha ha pta h mujhe aap yhi kahengi ki apke pas time nhi h toapko jana h bla bla bla
priya...ji nhi m aisa kuchh nhi kehne wali hu...ha hum bat kar sakte hain...
ram...ok then...kya aap mujhse dosti karengi????
priya...abhi to mile dosti to dur ki baat hai...main itni jaldi dosti nhi karti
ram...??????