tune toh meri dill ki baat bol di. Chal waha waise vi aj bohut garmi hai. Aur ha Akash ka kema ka samadhi diya toh woh jagah barbad ho jayegi. Isiliye uska samadhi hum drain mai karenge ok?wow chal yaha par sab chalte ha maza aaye ga swiming bhi kare gaye kitni khubsurat place hai aakash ka kema bhi indhar hi dafan kar de gay🤣hye par agar ye uday ka hotel hota aur wo bhi yaha ata tu is jaga ki khubsurti aur bhar jati☺️