Madhubala-> Rishabh Kundra Kyun kar daali tune mujhse saadi 😡
RK -> Madhubala A haan aur le mujhse tu panga
Tujhe bana dala maine apna 😉
Karke tujhse saadi maine tujhe bana dala Mrs. Kundra
Madhubala -> Rishabh Kundra tera bana dungi main chanchundra 😡
Dho dho ke tera bana dungi main kurma (food) 😡
Nichodke niboo kha dalungi main tujhe kacha 😡
RK -> Madhubala A haan I like it 😉
ab tu dekh mera mazaa
Kaise deta hoon tujhe main sazaa 😉
Madhubala-> Rishabh Kundra
Bol Bol ke I like it khaata hai mera maatha 😡
Tujhe maar maar ke kar dungi rafaa dafaa (rafaa dafaa means get lost) 😡
RK-> Madhubala A haan teri sister ko pehle banaunga apna
Tu karegi kaam aur main jaunga Swiz with your sis 😉
Madhubala-> Rishabh Kundra banake mms tera bittuji ka
Forward kar dungi main har jagah 😆
RK-> Madhu –baa- la A haan Mujhse na tu le panga
A rahi hai mujhe nindiya(sleep) 🥱
Madhubala-> Rishabh Kundra dekh lungi main tujhe subah 😡
Main chali sone tere kamre aur tu chala sone ghar ke bahar 😉
Watchman ko de di hai maine chutiya 😆
To ab tu jaa uski jagah 😆
BYE BYE 😆
Madhubala went to RK's bedroom and locked the room from inside
RK -> A haan 😲 goes to Watchman place singing 'Saadi karke phas gaya yaar acha khasa tha kuwara' 😔
1