tera dard teri bechaini main kaisi kam karun..yahi mera main concern hai
M- Agar aap mere sath ho na toh main kisi bhi majboori ka saamna kar jaungi...
J - agar mere bas mein hota toh main tere hisse ka sara dukh sara dard main apne upar le leti.. gham ka saaya bhi tere upar na aane deti