😲 tumhe mera naam pata nahi tha?😲 sorry for dat! par akdin tumne jab pucha,maine tumhe apna naam bataya toh tha,par shayad tumne notice nahi kiya!!😕Originally posted by: abhiya4evr
finally mujhe tumhara naam pata chal gaya 😆 kitni baar puchha par tumne bataya hi nh 🤣
mazedaar party thi indu 😃 and
thanks dear..😳 par tumne maza kiya kaha?? 😛 😆