Hamesha ki tarah, agar aap yahan pe aaye ho, toh do baathein ho sakti hai
Yaa toh aaap yahan rehke do baathein kar sakte ho, phir koi baath nahi
Agar aap yahan na rehna chahe toh do baathein ho sakti hai.
Hum aapko jaane de sakte hai.. phir toh koi baath nahi..
Par agar hum aapko yahan se jaane na de, toh do baathein ho sakti hai.....
Welcome to the world of DO BAATHEIN. 😆