VOLUME-2[CHESS GAME OF BLOOD]
CHAPTER-15[CHESS GAME FINALLY BEGINS]
Two days later''''''
Vishal was in the room,behind him was an old woman.
Vishal-aap parihaas to nahin kar rahe hain??
Old woman-nahin maharaja,yahe katu satya hain.
A tiny drop of tear fell from his right eye.
Vishal-theek hain aap jaa sakte hain(his face was obviously covered)and he sent a sandesh to chanakya that he will meet them in person but his face covered.
As old woman went out of the room
Vishal said in vain-chandragupta
KRISHNA entered
Krishna-vishal ye kaun,and he shouted VISHAL'
Vishal-kya??chilla kyun rahe ho??
Krishna-ye tumne apne baalon ko kya kiya,chote kyun kara diye.koi kaaran to awasya hain.
Vishal-haan hain,suno kaaran'..
Mihika and shashanka in a room.
Shanky-ab chandu muzhe milega na to use pakad pakad ke maarunga,kaha tha kal subah bacha lunga parantu do din ho gaye wo aaya he nahin.
Mihika-sabra rakho,ho sakta hain Chandragupta kise musibat mein ho,prabhu kare wo surakshit ho.
Shanky jealous as mihika was blushing and he thought she was thinking about chandu.
Chanakya and chandu with bhaddu in doli(lol)entered panchala's territory.
They were surprised to see the cleanliness there,everything was going on very smoothly,there were soldiers all around and they seemed pretty much protecting people unlike Magadha where soldiers only bug people.chanakya was quite impressed seeing the beauty of panchala,he did not thought of panchala being so beautifully well managed.(thanks to vishal's amatya and vishal himself for being such a clever king)
Amatya,kanku aka akshay and dhanu were sitting in a room planning their next move when suddenly a soldier came and pushed a person.
Soldier-maharaja ye he hain wo jisne raajkumari aur Chandragupta ke bare mein apshab likhe the.
Man's throat was cut off so he could not speak.
Dhanu-acchhaaa'''bol sakta nahin kintu tune Magadha mein aise drishta ke,ab to tuzhe dandit karna he padegaaa..huh'..maar doo isseee'
Soldier took him to killing place,the man was crying.
in panchala Krishna and vishal playing chess.
Krishna-waah vishal,tumne malavon ke dut ko Magadha mein bhej kar pakadwa diya ye keh ke usne he Magadha ke deewaron par drishta kari the,waah vishal,aur uska kanth bhe katwa diya ke wo kuch bol na paaye.
Vishal chuckled-mein guptcharon ko jeevit nahin chodta,ye to tum bhe jaante ho.
Krishna-to Chandragupta ke duton ko kyun jeevit choda hain.
Vishal pushed krishna's knight with his pyada.
As chandu and chanakya walking a person was beating drums..
Person-suno suno suno,maharaja ne sena mein bharti hone hetu jan ko amantran diya hain,jise rajya bhakti karne ho wo aa kar sena mein bharti ho jaaye.
One person saying-mein jaonga,maharaja ke liye hum apne praan bhe de denge.
Second person-haan mein bhe jaonga.
Chanakya got highly impressed.
Chandu-acharya ye sab..
Chanakya-ye sab ek bhram bhe ho sakta hain hamein ye sochne dene ka ke yahan ka maharaj bahujan sukhay ke bare mein sochta hain.vishwaas mat karna aise chaalon par.
Krishna puts his pawn-accha tumne parso ratri ko apne ek sena ke tukde valadhikrita(second commander in chief)ke saath kahan bheje the.
Vishal chuckled and he puts his pawn-ASSAKA''..
As dhanu,amatya and kanku were sitting all depressed when again a soldier came
Soldier-maharaja,maharaja wo'
Dhanu-ab kya huuuaaa'.hmm'
Soldier-maharaja wo,wo assaka par aakraman ho gya.
Everyone shocked,they got up.
Dhanu-kkkyaaa'.kisne kiya aaakraam''.
Soldier-maharaja wo parvataka raja.
Amatya-parvataka.
Dhanu-is malayketu ne to apne rang dikhane shuru kar bhe diye.
Amatya-kintu kaun sa parvataka??
Soldier-ye to nahin pata maharaja.
Dhanu-wahan bhadrashaal kya so raha tha.
Soldier bowed his head-mahraja shatrap bhadrashaal ka kuch pata nahin.
Dhanu and amatya shocked-kya,kahan gaya wo??
Soldier-pata nahin maharaja.
Dhanu-jaaaoo..jaake assaka ko waapas pao,jaake us parvataka ke sainikon ko kucha do..jaaaooo'soldier left
Krishna-kya??tumne assaka par aakraman kar diya.
Vishal-haan,dhanyawaad ho raashi ka jo usne bhadrashaal ko bande bana liya aur muzhe ye mauka mil gaya.
Krishna-raashi ne??
Vishal told him everything,krishna-raashi ko uphaar dena to banata hain.
Vishal-pehle use yahan aane to do.
Krishna-kintu hamare sainikon ne Godavari nadi kaise paar ke aur chalo kar bhe le to dhanananda ke sena bahut bade hain hamare sainikon nahin tik payenge.
Vishal put black horse and pushed white elephant-haan to??
Krishna-tumhare man mein kya chal raha hain..
Vishal chuckled-ab dhanananda assaka par aakraman karega na to humein aur Chandragupta ko kuch aur samay mil jayega,Chandragupta yahan aa raha hain,hamein raneeti banana ke liye samay to chahiye he to maine asska mein dhananda ko ulzha diya,aur agar hum wahan jeet jaate hain to asska tumhara ho jayega mere parvatak.
Krishna-marwaoge ek din tum muzhe.
Vishal chuckled.
Again a soldier came to dhanananda,
Dhanu-ab kya hooo gaya.
Soldier-maharaja ek dut se pata chala hain ke Chandragupta panchala gaya hain.
Dhanu-panchala??
Amatya thinking something,akashay thinking-are nahin inhe pata chal gaya ke acharya panchala chale gaye.
Dhanu-ye chanakya ab kya chaal chal raha hain,panchal jaise rajya mein gaya hain jo aaj tak ek bhe yudh nahin jeeta.
Amatya-maharaja mat bhuliye jab surasena ne vishal ke pita ko maar diya tha uske baat vishal ne pure veerta se panchala ke raksha ke the aur wo he ek aisa rajya hain jisne suraksha kar dene se mana kar diya.
Dhanu-to hamne uspar aakraman kyun nahin kiya??huh'.
Amatya-kyunki maharaja jab jab humne aakraman karna chaha tab tak aise kuch vikat paristithi aa gaye ke hum panchala par aakram he nahin kar paaye.
Dhanu-to ab karooo'
Amatya-nahin maharaja,abhe humne assaka ke aur apne sainik bheje hain aur abhe hum shigrha panchal par aakraman karenge to hamein koi laabh nahin hoga kintu Chandragupta ko hampar aakraman karne ka accha awsar mil jayega.
Dhana-to kya hum yahan par khaali mukdarshak bankar baithe rahe amatya.
Amatya-nahin maharaja,jaise Chandragupta ke paas malayketu aur parvatak hain hamein apne saare raajyon ke senaon ko satark kar dena chahiye,ab samay vistaar ka nahin hain maharaja,aakraman karne ka hain.
chitra was standing on window when she saw chandu coming to the palace,she could not see his face clearly but she saw rashi and became happy seeing her.
In panchala's mahel..
One person-pranaam amatya.
Amatya-pranaam
Sec person-pranaam amatya
Amatya-pranaam,suno maharaja kahan hain??
Person-maharaja kaha hote hain hamein kya pata.
Amatya-kya karun is ladke ka,pata nahin kahan baith ke shatranj khel raha hoga,and he left for work.
Jogita entered the room..
Jogita-maharaja,Chandragupta pravesh kar chuke hain mahel mein.
DO TELL HOW WAS THE UPDATE,AND NEXT UPDATE TITLE-FATES FINALLY ENTWINED.
Edited by lucykaede - 13 years ago