ab aati hai baat THAKUR VIKRAM SINGH ki... agar hum us ko insaan ke roop me dekhte hai to us me achchai ke sath sath thori bahut burai bhi to hogi...jo abhi taq hume sayed dikha nahi...aur jo bahut hi logical hai,,,,,,,,,, pyaar me parhne ke baat insaan posesive ho jata hai,,,,,aur bahut jhada posesive hona bhi sahi nahi... so agar aisa hota hai toTVS ka charector thora bahut grey sheded ho jata hai... kabhi kabhi insaan kis khas situation me negetive behave karta hai... u can se incidental villian... yeh bhi ek normal sa charectaristic hai... so kuch charectar insaan me aisi hoti hai jo negetive lagti hai...aur hai bhi... lekin wohi zindagi ki sachchi hai...
hume agat thakur ka is tarah ka greyshaded act dekhne ko mile which is close to reality... to koi prob nahi hai... jis tarah aditya abhi "grayshaded" hai...
lekin filmo ke villain ki tarah i don.t wanna see THAKUR VIKRAM SINGH" kyon ki phir ek bahut hi strong charectar, jo dusro se thori alag hai... ek "aam" charectar ban jaeega... jo thakur vikram singh deserve nahi karta...it's my POV