wow.. ab to aur bhi ziyada maqroor hogayi!!
Oh I see.. to wo majboor hai.. "hai Allah, majboor ko magroor kaun kahega" lol Maana ka dialogue bhi khudhi bolna par raha hai...
Awwww.. that is so sweet... Friend ho to aysi 👏😳 you are so sweet saba.. "Maana ab to tumko aana parega, jo waada kia Saba se nibhana parega 😉"
She is so lucky ke uski friend usko itna yaad kar rahi hai.. humein to koyi bhi yaad nahi karta yahan
Amreen💔
331