"Aap ka dil dukhana aadat nahi hai meri; par,
Mere Dil ki baat chupana aadat ho gaya!
Jitna pyaar mujhe mila hai aapse; usse,
zyada bharosa ka hain zaroorat har kadam pe!
Pyaar mein bahut paas hain aap; magar
bharosa mein bahut dur Ho kyu??..
Aapne bola tha na Zidd chodne ka,
AAj tak Naa harin hoon mein zidd ka wajah se...aur harungi naa kabhi
Apka pyaar hi jeeta hain meine , ab bharosa bhi jeetunga.
Ab aur koi daraar nahi chahta hoon humare rishta mein.
Zindagi ka har mushkil saath rehkar jeeta humein...
Bas ek baar bharosa kijiye...
Humari paas khade huwa saare sawalon ko bhi jeetenge."
My dear friends, kindly excuse if you find any mistake...Hope you like it.