Here is what i think jai should be saying to bani:
Phool hoon gulab ka , chameli ka mat samajhna
Aashiq hoon tumhara ,apni behen ka mat samajhna (aur pia ko bhi samjha do)
Bani to Jai:
hum ne tumhari yaad mein ansoo se Tub ko bhar diya
tuu bewafa aya aur ,Tub mein naha ke chal diya
(ye bhi nahiin dekha ke TUB apke weight se tuut gaya hai)
Maasi about Munna (JAI)
tez hawa ka jhonka aya
saath mein teri khushboo laya
aur phir meray dil mein khayal aya
aayee hayee aaj bhi ,mera munna nahin nahaya
(BAHOO: mera munna tumharay gham mein nahana bhool gaya hai,akhir kab tumhara rona dhona khatam hoga, kab munna nahaye ga ,kab hamari iss smell se jaan chootay gi.)