Mohan staring Megha...
Megha : Kya dekh rahe ho?
Mohan : Vo aapke kaan ki baali.
Megha : Arey! Kahaan gayi, kahin bahaar toh nahi gir gayi?
Mohan [quickly] : Nahi!
Megha : Tumhe kaise pata?
Mohan : Vo jab aap andar aayi uss vakt thi.
🤣Mohan bhi na! Kitna notice karta hai Megha ko, matlab usey yaad tha ki kab tak Megha ki earring uske kaano mein thi.
OMG! I can't control myself. So funny!😆