Khushi came running down from the stairs very excitedly calling out "Jiji... Jiji"
All the other Raizada members(except Arnav and Akash) were relaxing in the hall. Khushi came near Payal and was gasping for breadth.
Payal : Kya baat hai Khushi? Aisa bhaag ke kyun aa rahi hai?(whats the matter khushi? Why are you coming so hurriedly??)
Khushi : Hume ab ek khaas shaks se phone pe baat hui. Batao kaun??? (I have just spoke to a special person on phone. Guess who??)
P : Phone pe? Kaun ho saktha hai... Hume patha nahi. Tum hi batao na Khushi (Who can it be!!?!?! I dont know... You itself tell no khushi)
Anjali : Arre Khushiji batayiye na. Aisa kaun tha? hum bhi sun ne ke liye bohot uthavli ho rahe hain :D ( Arre Khushi please tell nah. We are also very excited to hear who that person is)
K(excitedly to payal) : Shraddha chaachi!!!!
P and K are all in smiles
K (to the others) : Jab hum Lucknow me the, tab humare padosi the Shraddha chachi, Jai Chacha aur unki dho bacche. Woh bhi koi rishtedaar se kam nahi the. Bohot masti karthe the hum un logo ke saath. Wok koi kaam ke liye dilli aaye hai aur Buaji se unhone humara number li.Itne din ho gaye kitni saari baathe karni thi hume, achanak unki phone aayi humari bolthi hi bandh ho gayi. Unhone kaha hai ki humse milne aayenge thodi der me hi. :D
(The sisters hug each other excitedly)
Anjali : hmmm... Arre wah! Sun ne me tho lagtha hai ki aap ki dil ki bohot kareeb hain. Tab tho khaana mithaai kuch tho khaas banana padega.
Nani : Theek kahthi ho Anjali bitiya. Ek baat tho woh bhi lucknow waale hain. Aur dhoosri baat, hum ko bhi tho dhikana padega na ki unki Khushi aur Payal ki sasural kaise hain??
The entire family is set for preparations...
Shortly, The door bell rings and the guests arrive...
K and P get the blessings and give a tight hug to chacha and chachi. All are very exicted to see each other. Khushi introduces Anjali, Nani, Mami and mama to them and they settle down in the hall. HP brings tea for them.
K : Armaan aur Puneet kahan hai chaachi??
Chaachi (Will be called Chi from now :P) : Aa rahe hain beta. Bas paanch minute mein aa jayenge. Ab tum dhono batao. Shaadhi shudha life kaise chal rahi. Hume tho yakeen hi nahi ho raha hai ki humari pariyon ki shaadhi ho gayi.
Anjali : Ek baat tho theek kaha aapne. Yeh dhono tho sach me humaari ghar ki pariyaan hai :) inki aane ke baad toh aisa kag raha hai jaisa sab kuch theek ho gaya.
P and K exchange shy looks.
Chi (acts as if whispering to Anjali) : Koi baat nahi anjali ji. Hum bura thodi manenge. Aap sach keh sakthe hai ki aap sirf payal ke baare me keh rahi thi. Khushi ki nautanki ke baare me hum achi tarah se jaan the hai. Hume andhaaza hai ki aap logon ko kitna pareshaan kar rahi hogi ;)
K : đ˛đ˛đ˛
All laugh.
Anjali : Khushi ji tho is ghar me sabse acche hain. Kabhi kabhi yakeen hi nahi hotha ki aisa bhi log hothe hain.
K to chi : Dhekha aapne!!!
Chacha (Will be called cha from now :P) :Acha baba. yeh sab baathe chodo tum dono ka raaj kumaar kahan hai?? Humse bhi tho milvadho.
P gives a shy smile and K gives a little lost smile.
Correctly Arnav and Akash enter together, and reach the hall.
Chi : "(pointing to Akash) aap payal ki rajkumar honge aur aap (pointing to arnav) khushi ki rakjumar. Hai na??"
A and K share a brief eye lock. Then Arnav and akash glance at each other confused.
K stands up and introduces them.
Chi to Arnav : Aap ki himmath ki tho salaam dene padegi hume. Khushi se shaadhi jo ki hai aapne.
All laugh. k and A exchange another quick glance.
Chi (continues) : Kahin isne dhamki tho nahi dhi aapko???
K : đ˛ (mumbles to herself looking at Arnav) Haan haan humne hi dhamki dhi. (sarcastically)
Arnav tries to hide a small smile at the corner of his lips.
Just then, the 2 kids arrive.Armaan was around 13 and puneet was about 10 yrs old.
K and P run to them. P first embraces Armaan while Khushi high-fives with Puneet. Then Payal turns to puneet and Khushi excitedly gives a high-fi to Armaan who does not return it back.
K : Arre Armaan itne din baad mil rahe hain. hum tho kabse aap dhono ka intezaar kar rahe hain. Aur aap. Humse aankh bhi nahi mil rahe hai theek tarah se.
Armaan : Bas kijiye khushi didi . Aap utne acche nahi hain jitna aap dhikthe hain.
K : :O Arre par kyun? Meine kya kiya?
Armaan : Aapne kaha tha ki aap humse shaadhi karenge. Hum bhi kitna wait kar rahe the ki kab hum 20 ho jayenge aur kab aapse shaadhi karnge. par aap tho usse pehle hi mujhe dhokha de diya.
Everybody smiles going "Awww... " except Arnav, who cannot even for name-sake give up Khushi for someone else, not even a kid.
K : Acccha tho yeh baat hai. Par Armaan. Humne mana kab ki? (in a silent tone) Ab bhi toh wohi keh rahe hain!! Hum pakka aapse shaadhi karenge ;) ;)
Arnav's mind : What the!!!
Armaan : (Comes closer) Sacchi??? Toh aapki pati??
K : Hum dhono milke unhe ullu bana dhenge. (Brings up her hand)
Armaan : (Shakes hand) Tab toh theek hai . :D
K and P take them towards the hall. Arnav is all the whle glaring at Khushi (possessiveness + a little angry + a little irritated). K notices the glare while crossing him and looks away quickly unknowing how to react.
The raizadas and the guests then settle down for a happy meal. They do a lot of chit-chatting. A and K keep stealing glances throughout.
PRECAP :
Arnav is all flustered. To himself in his mind :"Patha nahi ab usse mujhe chod ke (realises)... I mean ghar jaane ki kya zaroorat hai"
Comments please đ Will post the 2nd part shortly đ
813