mama mamiji singhania sadan mein padhar chuke hain
evrybdy was sitting on d dining table n bg playing hum saath saath hain...mamaji was asking nk abt his watch dat ye ghadi tmhe kisne di..den nk replies ki yeh mjhe akshi ne goft ki thi den he said phir tmhe bhi usko tohfah dena chahiye tha..phir wo pchne lga ki kitne ki hai den to which nk ki sat ath hazar ki hogi phir mamaji ne kaha ki tumhari ghadi mein kch spl hai ki itni mehngi hai..
nk ka interveiw tha...vo keh rha ki bahut kch interestin hone wala uske,bachpan ke kisse discuss ho rhe hai...phir usne kaha ki as nk use apni saasuma ki hath ki kachauriyan pasnd hai phir usse puche ki apne ak ko koi taufa nhi diya yo usne kaha ki wen ak ne use wo watch bahut pehle di thi aur tab usne bhi usko gift diya tha
phir off screen hina was showing nk sumthing on her cell...de were sittin were sab log baith kar sabjiyan kat te hain...