OS: Accidental Honeymoon trip

Arma thumbnail
Fascinator 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#1

Looks like all IPKKND fans are bit down with yesterday's epi. To lift up all the moods here is a new idea. Hope u enjoy it and hope something similar happens in IPKKND.

-----------------------------------------------------------------------------------------------

ASR on the phone with poor Aman

ASR: Nahi Aman humareliye ye deal bahut important hai. Is liye mein Akash ko bej deta hoon

---------------------------------------------------------------------

Akash,Anjali and Mami are in the living room.

ASR: Akash woh STF Singapore client ki deal ke liye tumhe Singapore jaana hoga

Akash: Kab bhai

ASR: Kal hi nakalna hoga. Shaayad tumhe ek haftha waheen rukna padega

Akash: Teek hain bhai

Anjali: Kya? app dono bhi naa. Akash tumhari abhi abhi shaadi huyi hain. Appa is tarah Payalji ko akela chodke nahi jaa sakthe.

Akash: Par Di, bhai batha rahe thi ye bahut imp deal hai

Anjali: Phir tho aap Payalji ko apne saath le jaayeye

Mami: Kya khoon bhari taang ko Singapore bye bye karenge, woh bhi ek haftha. Bilkul nahi

Anjali: Mamiji dono ki nayi nayi shaadi huyi hain. Wase bhi in logon en honeymoon ke liye bhi nahi gaye hain.

Mami: Anjali bitiya, khoon bhari taang ko honeymoon ke liye foreign country bejne ki kya zarorat hain. Waise bhi Akash tho kaam ke liye jaa rahein hain. Kahin uske work mein disturbiya ho gayi tho.

Anjali: Par mami ji

Mami: Nahin, khoon bhari taang kahin nahi jaa rahi

------------------------------------------------------------------------------------------

Akash: Payal ji hamein Singapore jaana hoga ek hafthe ke liye.

Payal: Ji.. Woh hum akelein. Koi baat nahi Akashji hum reh lenge. Kab nikalna hain

Akash: Kal, par aap fikar math kijiye hum jaldi vaapas aa jayenge. Wase bhi Khushiji bhi hain aapke saath.

Payal hesitantly nods her head

Payal: Hum aapke saamaan pack kar dethe hain.

---------------------------------------------------------------------------------------------------------Payal and Khushi serve tea

Nani: Aaj toh pakode bahut achi bani hain. Jinhone bhi banaya hain unka inaam tho bantha hain

Anjali: Tab tho nani apko woh inaam Payalji ko dena chahiye

Mami: Hello hai bye bye ye ithni oily pokode kisne banaye

Payal: Sasuma yeh to kam tel se bana hain

Mami: Tho khoon bhari taang yeh tumari ek aur chaal hain humein murderiya karne ka. Humein oily food kila kilake humein moti karke upar bejna chahthi ho

Payal: Nahi Sasuma

Mami: Bas, tum gupta sisters ke chaal ko hum achi tarah samjthe hain.

Payal starts crying. Akash watching from distance

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------

Akash: Bhai, woh kya iss conference ke liye koi aur jaa sakthe hain

ASR: Kyo Akash, Kuch problem hain

Akash: Woh ghar ke haalath kuch teek nahi lagthe. Maa ka is tarah Payal ji ke saath behave karna mujhe thang har raha hain. Mein Payalji ko akela chod ke nahi jaana chahtha.

ASR: I can understand Akash. Don't worry I will go

Akash: Thanks Bhai (Hugs him)

---------------------------------------------------------------------------------------------------------

ASR: Di Akash ke badle mein Singapore jaa rahan hoom

Anjali: Hain hum bhi wahi soch rahe the chote. Aaj kal Mamiji toh payal ke peeche hi padi hain. Is samay Akash ko unhe akele chodkejaana accha nahi hoga.

ASR: Yes Di. Main pack kartha hoon

Anjali:Wase chote aap kuch bool toh nahi rahen

ASR: What Di?

Anjali: Aapki bhi abhi abhi shaadi huyi hain. Aur aap yoon Khushi ko akele chodke nahin jaa sakthe.

ASR: No way di. Ye important deal main nahi chahatha ki Khushi ki wajah se mujhe koi disturbance ho

Anjali: Tum bhi naa chote. Khushi ko akela chodke tum kahin nahi jaa rahe ho.

ASR: Nahi Di. Don't force me. Muje bahut kaam hain

Anjali: Par chote hamari baat toh suniye….

Arnav leaves

-------------------------------------------------------------------------------------------

Anjali: Khushiji chote ke saaman pack kar di aapne?

Khushi: Kya? Kyo kahin jaa rahen hain woh

Anjali: Toh chote ne aapko bataya bhi nahi. Ye chote bhi naa.

Khushi: Kya nahi bataya

Anjali: Woh Chote unke kaam se ek hafte ke liye Singapore jaa rahen hain

Khushi smiles and is happy

Anjali: Hum chahate hain aap bhi unke saath jaayen

Khushi: Nahi Anjal ji hum teek hain. Wase bhi woh apni kaam mein vyasth rahenge.

Anjali: Aap dono patha nahin kis duniya se ho. Hum chahthe hain aap bhi chote ke saath jayen.

Nani in the background Anjali bitiya idhar aayiye tho

Anjali: hum abhi aathe hain khushi ji

------------------------------------------------------------------------------------------------------

Khushi is very happy that she is finally out of the clutches of ASR, though just for a week.

Khushi to herself: Hey Devi maiya , aapki kripa isi tharah bana rahen. Ek hi haftha so sahi, us laad governor ka shakal bhi nahi dekna padega.

Arrey wah jab chahe hum bathroom apni marzi se isthamal kar sakthe hain.

Aur humein pool side par sone ki zaroorat bhi nahi. Poora haftha hum isi bed pe aaram se soyenge.

Khushi jumps on the bed and takes pleasure sleeping on the bed.

Just then Arnav enters.

ASR: What the.. Khushi tum mere bed pe kya kar rahi ho

Khushi: kyo ye humara bhi bed hain

ASR: Accha tho tum aaj se yahaan soyegi

Khushi: kyon nahi, wase bhi aap tho kal nikal hi jaa rahen hain. Phir ye bed,kamara, bathroom sab humara.

ASR: Oh really.

Khushi: Ek hafthe thak hum chain se tho rahenge. Aur aapki is What the What the se chutkara tho milega hamein.

ASR is furious. Seeing him Khushi continues to mock.

Arey aapke in meeti meeti baton ke bina ek haftha kese kaatenga Arnavji. Kise tang karenge hum, humein tho aapki bahut yaad ayegi. (Khushi smiles tauntingly)

Anjali enters the room

Anjali: Arey khushiji hum aapko hi doond rahe the. Tho aap bhi jaa rahe hain na

Khushi: Nahi Anjali ji…

ASR interrupts: Hain Di. Khushi bhi mere saath chal rahi hain

Khushi is shocked and looks at ASR

Anjali: Aacha huwa. Khushiji aap bhi apna saaman pack kar lijiye. Hum naani ko kabar karthe hain

Anjali leaves

Khushi: Ye kya kar rahe hain aap.

ASR: tum mere saath chal rahi ho and tats final Khushi Kumari Gupa… Singh Raizada.

Khushi: Nahi, kabhi nahi. Hum kahin nahi jaa rahen hain

ASR: Tho iska natija bhi tumhe bugathna hoga.

Khushi: Phir se wahi baath. Wase bhi Maamiji tho haath dhoke hamari jiji ke peeche padi hain. Kam se kam aap to unhe chod dijiye. Humare liye nahi tho kam se kam jijaji ke liye..

ASR: Tho tum meri saath chal rahi ho. Pack ur things.

Khushi reluctantly packs her things and thinks of n number of ways to trouble him in this journey. But the destiny has other plans.

So, this is my first OS guys. Hope you like it. This plot will makes us to think naughty. After all it's going to be officially their honeymoon.

I would continue if you guys like it. If any of you ppl can come up with the continuation would be very happy. I am not good at romance u c ;)

Created

Last reply

Replies

21

Views

12.3k

Users

22

Likes

114

Frequent Posters

LyssaPie thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 5
Posted: 13 years ago
#2
Loved it, quiet interesting so not wanting to lose from the other leads them to go on honeymoon haha
ChitraF thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 3
Posted: 13 years ago
#3
Good start.. please do continue..
vidya.sanjay thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 13 years ago
#4
great !!!
Honeymoon trip to Singapore
By the way r u from singapore?
I am from S'pore.
farheen75 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#5
a very nice and light hearted os...plz do continue soon.
rumu thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 13 years ago
#6
its interesting !!! please continue soon..
zafi thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#7
Awesome.👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️⭐️
Loved it. You wrote so well.
Can't wait to read more.
Continue soon. Thanks.😃
barunslakku thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#8
hey plz continue its good..
gom3090 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#9
its sound interesting dear..
loved the conversation between arnav and kushi...
plz continue soon...
PM me for ur next update...
nice one...
Khushi4Arnav thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 13 years ago
#10
Oh finally something i have been looking forward to... I must thank u for taking this nok-jhok somewhere outside the RM... Please Continue... :)

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".