😳Poem from uv side
Mera man garden garden karti ho😆
Tum hii mera steering gear ban jaati ho 😳
Aur tumhara dil hii mere raastey mein apne saath pehley spot pe aati ho😉
Agar aaj main hoon tumharey saath 😳
Kismat ne diya hai mujhe tumhara haath😭😆
Kaise kashmaksh hai ye mere dil kii dhadkan tez hain😃
Par ab bhi akaash jii ka hii tum pe craze hain😡
Bas aaj meri gaari salamat hai main khush hoon
AAgey chalkar mera dil bhi dil bhi salamat rahey sochta hoon tumharey dil se pooch loon😃
Ab to tumhe rajkumaari banakar hii main chodoonga
Chahey iskey liye main pyaar kaa world record bhi todoonga
Bas darr aaj laga kii raaz khul na jaye
Kyoonki Akaash ke luka chipa kaa pitara abhi tak mujhe bhool na paye
Waise to ab zyaada door nahin hai hamari manzil😆
Phir bhi mera plan nahin hona chahiye khayil😳
Tumharey nazdeek aana hii tha is plan ka zariya
Jo kii ab poora honey ko hai thanks to akaash bhaiya
Ab akaash jii aap laut bhi aao😆
Chahey phir har waqt sab ko satao
Monia mahal mein bas aaney ko hai
Meri honey ko hai😳