1.Ladka aur ladki ke beech me maha misunderstandings yaa jagade ho rahe hote hain...
2.uss raat ko suddenly unka jagada bad jatha hain...
3.ladki zor zor se rona shuru kardeti hain...
4.Aur hamara bechara male lead ye dekh nahi pata.. Wo use samjane ke liye uske paas jaatha hain..
5.usko apne paas paake,ladki usko gale lagati hain...
6.gale milne ke baad,ladka uske gaalonko pakadta hain aur apne hoton se uske aasun peeleta hain...
7.aasun peenege bad gaal pe kiss karta hain aur... We know d rest...
Saare shws me aisa hi toh hota hain