shakti ko dekho buhat mard banta hai eik bewi uski pagal khaney main hai aur chateee hai ke woh marr jae dosri usko chor kar chalii gaee aur tesri bazaru aurat hai buhat shaan se baat kar raha tha
krish asal main pratgya se b ziyda muture hai kesey usney meera jasi pagal larki ko akela handle kiya aur kesey pratgya aur arushi ko bahwakoof bana diya sooo main chata hounnn krish ab apney ghar main hooo pratgya niwas aur menka ka truth aur shakti ka truth b ab samney annna chayeh pratgya is changed krish ko ab saheee taraha nahee pahchaan pa rahee hai ke woh sajjan aur shakti ki taraha ghar main fazool natunakee aur jhoot mooth ka darbar nahee banta us ne itne jaldi apna hotel bana liyeh hai sooo pratgya us ka saath dey aur krish ke saath chali jaee aur krish jatey huwey eik zabardast bashan saab ko deee
pratgya ko b main ne tumara saath is liyeh nahee diya k mujhey tumarey saath humdardeee thee is liyeh diya ke main sirf tum se pyar babirs ke liyeh nahe kiya tha ke ager na de saki toh main tumain chor doh ga yeh saab kismat ka khel hota hai aur shaddi se paheley koe b apna test karwaney nahee jata
ghar waloo ko kaheey ke tum logh is haveli main baith kar apni jhooti shaan ko dekho tum logoh ki yeh soch hai k aurat ager maa na ban sakey toh woh aurat naheee na aur mard ager baap na baan sakey toh woh mard naheee na ajj main apne sarey rishtey tum lunglioun ke saath thorta houn aur sajjan se kahey ke terey sirf ab eik beta hai aur woh hai shakti main naheee na kabi b merey samney anney ki jurat b na karna aur na merey ghar waley aur main hamesh apnii kaami ko baga deta houn aur main baap banoo ga aur tum logoh matlaabi logoh ko dekhney b nahee doh ga
aur pratgya niwas aur krish apna treatment khudee kareyyy pratgya ki help b na lay aur saheee ho jae aur pratgya ko pregnant kar de aur sajjan ko dekhney b na de nafraat karey un saab se aur woh matlaabi insan phir pratgya se maafi aur kahey k krish ko mana loo ke woh maaf kar dey aur krish maaf na karey
ab teeen ghar dekhney ko miley geee toh ziyada mazaa ayee ga
TN GH PRatgya Niwas
aur ziya da pratgya niwas ke scene hooo pratgya apna ghar buhat khooob surti say decorate karey aur krish buhat rich hoo jae aur sajjan ko menka aur shakti loot lay aaur yeh saari dulat shakti sharab aur juwaa main haar jaeee
aur saab foothpaath pay houn pratgya spot karey uney eik din yeh saab deekhney ko bara mazza aye ga kiya lagta hai woh krish jesa beta deserve hi nahe kartey