Acharyaaa!!! Itni bhi kya jaldi thi!!! :P

Charu21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail + 7
Posted: 13 years ago
#1
Kyaa us ped ki thandi chaanv thi!!
Aur kya woh mithe ber!!! 😍



Aise kese khane dun tumhe woh mithe ber!
Akhand Bharat ka sapna hai mera, utho mere sher!!




Acharya : Log apne nayako se naitik niyamo ke sath judte hai...


aur aise judte hai ki fir woh apne nayak ke liye apna jivan tak daav par laga dete hai!!! 😲




Areyyy!! Jivan toh hai hi but abhi hamara khana daav par laga hai!! can we plz continue this after ?????

😆😆😆😆😆
-----------------
I mean i really feel for these guys yaar!!! kitne time se durg mein lage pade the n they got a little time to relax n do some pooja of their paapi pet!!!!!!! 🥱
But nahiii!! Acharya ko wahi time mila tha bolne kaa!!!!! 😆

Kyaa Acharya ji!!! Mururat ki shubh ghadi bit jaati kya agar unn becharo ko lunch karne dete!!!!! 😆

Who else felt that scene a bit forced?? i definitely did!!!!

P.S. I m not at all making fun of any character or actor but only of the situation!!!! 😳 So plz don't take it seriously!!!! 😛

Created

Last reply

Replies

25

Views

2.4k

Users

10

Likes

27

Frequent Posters

justjayati thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 13 years ago
#2
haha!!!
i agree Charu!!!

even me too felt bad for those!!

kya masti se baith kar khaana kha rahe the???
jab Acharya aakar shuru ho gaye!!

mujhe lagta hai ki acharya ki thinking ye hai ki:
"itna bolo!! ki CGM ka dimaag kabhi khaali nahin reh paye... kyonki agar khaali rahega to Duru ke baare mein soch kar meri planning par paani pherega!!!... khaali dimaag..shaitaan ki putri ka ghar!!!"😆
Charu21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail + 7
Posted: 13 years ago
#3

Originally posted by: justjayati

haha!!!

i agree Charu!!!

even me too felt bad for those!!

kya masti se baith kar khaana kha rahe the???
jab Acharya aakar shuru ho gaye!!

mujhe lagta hai ki acharya ki thinking ye hai ki:
"itna bolo!! ki CGM ka dimaag kabhi khaali nahin reh paye... kyonki agar khaali rahega to Duru ke baare mein soch kar meri planning par paani pherega!!!... khaali dimaag..shaitaan ki putri ka ghar!!!"😆

Poor them!!! 😆

I know!!! Acharya kahin bhi aake shuru ho jate hai!!!!!!! 😲
@ Blue - 🤣🤣🤣🤣🤣 hahhaaa!!! too good yaar!!!! 😆
arushi02 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago
#4
Sach mein yaar!! Becharon ko chain se baith kar khane bhi nahi diya. Itni mehnat ki, itna lade, Bhadrasaal se bache, aur baad mein jab chain se, shanti se khane ka mauka mila, to acharya ko ye sehen nahi hua! Aaram se khane bhi nahi diya aur bhashan aur suna diya!! Are kam se kam khane to dete?? Waise bhi bechare ko bhagate rehte hain ki usne abhi tak dress change nahi ki!!! Awww!!
Sab ke man mein- Kya hai yaar!! itna lade ham log!! Ab shanti se khane bhi nahi de sakte?? Tumhe bhook nahi hai to kya?? Hamare pet mein to choohe kood rahe hain! Baad mein bhashan suna sete to tera kya chala jata!!!!!
Chandu-- Ek to mujh par emotional attyachar ho raha hai! Ek taraf meri maa aur aap aur doosri taraf meri duru. Mere tummy par to attyachar met karo!!!!! Na dhang se khane ko milta hai, na wastra badalne ko?!!!
Edited by arushi02 - 13 years ago
justjayati thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 13 years ago
#5
one poem on chandu's condition:
[guys..its just for fun...don't mind plz]

hayee!!!! meri haalat dekho!!!
Acharya ke plans par paani pekho!!!
pehle tadapta tha mummy ke liye!!
ab taras raha hoon tummy ke liye!!

Duru ki yaad sataati hai..
par kambakhat..bhook bahut aati hai..
Acharya se poochoon to kaise?? ki mujhe milna hai duru se!!
Acharya ne toh mujhe Akhand bharat ka sapna dikha rakha hai...shuru se!!

mere meethe ber..kar rahein hai meri pratiksha!!
Acharya??? Kitni denge aap shiksha??
Jo sikhna tha v sikh chuka!!
Par abhi main hoon atyant bhookha!!

khaane do... ab man ko naa tarsaaiye!!
main to kehte hun...aap bhi ye ber khaaane yahan chale aaiye!!



lovelygrl thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 13 years ago
#6
🤣

Originally posted by: justjayati

one poem on chandu's condition:

[guys..its just for fun...don't mind plz]

hayee!!!! meri haalat dekho!!!
Acharya ke plans par paani pekho!!!
pehle tadapta tha mummy ke liye!!
ab taras raha hoon tummy ke liye!!

Duru ki yaad sataati hai..
par kambakhat..bhook bahut aati hai..
Acharya se poochoon to kaise?? ki mujhe milna hai duru se!!
Acharya ne toh mujhe Akhand bharat ka sapna dikha rakha hai...shuru se!!

mere meethe ber..kar rahein hai meri pratiksha!!
Acharya??? Kitni denge aap shiksha??
Jo sikhna tha v sikh chuka!!
Par abhi main hoon atyant bhookha!!

khaane do... ab man ko naa tarsaaiye!!
main to kehte hun...aap bhi ye ber khaaane yahan chale aaiye!!





🤣
Charu21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail + 7
Posted: 13 years ago
#7
@ Arushi -- seriously yaar!!!!! Bechare unhi kapdo mein barso se ghumte hai!! Even tarzan ko isse zyada varieties milti hogi kapdo mein!!!!!! 😆


@ Jayu -- OMG!!!!!!!!!!! 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣

Bang on!!!!!!!!
justjayati thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 13 years ago
#8
haha!!! shukriya shukriya!!!

yaar kaun soch sakta tha ki jo ladki abhi abhi ek bahut serious aur regression se bhari huyi poem post kar ke aayegi!! uske thik 2 minutes baad... aisi joker type poem bhi likh sakti hai!!????

haha..

meri leela aparam paar hai!!!😉
Amor. thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 5
Posted: 13 years ago
#9
sumone plz hold me tum logon ne conspiracy ki hai mere khilaf mujhe hasa ke lita ke rolf kara ke maroge 🤣

are main dhanu nahi mujhe chod do 🤣
Charu21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail + 7
Posted: 13 years ago
#10
hahaaa Khushi!!! 🤗
Jayu ki poem ne toh mera apna ek laughing club khol diya!!!!!!!! 🤣
Edited by Charu21 - 13 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".