Best picturized songs... - Page 3

Created

Last reply

Replies

24

Views

1.9k

Users

22

Frequent Posters

manjujain thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 19 years ago
#21
Hum Pyaar ka sauda karte hain ek baar : Vaiyanti Mala (Zindagi, with Rajendra Kumar)
Sapna Mera Toot gaya : Aruna Irani (Khel Khel mein)
Na jao Sanya Chuda ke Baiyaan : Meena Kumari (Saheb Bibi, Ghulam)
Maa tu aansu Pooch le apne rone ki koi baat nahin : Sansaar
Sandeshe Aate hain : Border
Mein Shayar Badnaam : Namak Haraam
Kisi ne apna bana ke mujhko muskarana sikha diya : Nutan (Patita)

There are many more.

ajooni thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#22
there are so many.....
tu hi re(bombay)is a fine example of how the visuals can create the same pathos and turmoil felt by the protagonists..the waves breaking against the rocks.. very effective....rgv tried to use it in 'rangeela' and subhsh ghai in 'taal'....but the effect was not the same.
rajarani thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#23
I would like to categorize:

Emotional:
1. Ankhon ki gustakhiyan
2. Hum dil de chuke sanam
3. Teri bindiya re
4. Kate nahin katate yeh din yeh raat
5. Tanhayee

Choerography:

1. Kajra re
2. Piya tose naina lege re
3. Choli ke peeche kya hai
4. Mere Haathon mein nau nau chudiayan
5. Yeh kaali kaali ankhen
6. Silsila yeh pyar ka
7. Tumse milke dil kaa hai jo haal

Qwest thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#24

I love thses two song they are in my Top 5 out of 100 other that I have in my list of Kishore Da and Hemant Da !!!!!!!!

Hindi Song Title: Tum aa gaye ho noor aa gaya hai
Hindi Movie/Album Name:
AANDHI
Singer(s): LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR



Hindi Lyrics: Tum aa gaye ho noor aa gaya hai - 2
Nahi to charaago se lau jaa rahi thi
Jeene ki tumse wajeh mil gayi hai
Badi bewajeh zindagi jaa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

Kaha se chale kaha ke liye ye khabar nahi thi magar
Koi bhi seera jaha jaa mila wahi tum miloge
Ke ham tak tumhaari duwa aa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai
Nahi to charaago se lau jaa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai

Din dooba nahi raat doobi nahi jaane kaisa hai safar
Khwaabo ke diye aankho mein liye wahi aa rahe the
Jaha se tumhaari sada aa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai
Nahi to charaago se lau jaa rahi thi
Tum aa gaye ho noor aa gaya hai
Hindi Song Title: Tere bina zindagi se koyi
Hindi Movie/Album Name:
AANDHI
Singer(s): KISHORE KUMAR


Hindi Lyrics: Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi, shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi

Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi, zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi



Kaash aisa ho tere qadmo se, chun ke manzil chale aur kahi door kahi - 2

Tum gar saath ho, manzilo ki kami to nahi

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi



Jee mein aata hai, tere daaman mein, sar jhuka ke ham rote rahe, rote rahe - 2

Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi



Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,

shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi

Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,

zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi



Tum jo keh do to aaj ki raat, chaand doobega nahi, raat ko rok lo -2

Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi



Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,

shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi

Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,

zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Edited by Qwest - 19 years ago
coolsaints11 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#25
Mere haathon mein nau nau choodian hain...Sri devi in chandani looked very cute in this song..

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".