In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan , Fanah ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai
Door hai Kyun koi
Jaane Na koi yahan pe
Tu tha mere saath
Kabhi tujhe milke lauta mera dil yeh khali khali haath Yeh bhi hua kabhi
Jaise hua Aabhi Tujhko sabhi mein paa li
Tera mujhe kar jaati hai dooriyan
Satati hain dooriyan
Ban ke kasak jo kahen
Ho aur chahat yeh aur jawan
Teri meri mit jaani hai dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan