Big Boss 19: Daily Discussion Thread - Aug 28, 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 28 Aug 2025 EDT
BHAROSA THODNA 28.8
Trump imposes 50% tariff on India for buying Russian oil??!
Who impressed you more in the movie Saiyaara?
Anupamaa 28 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Vash Level 2 - Reviews And Box Office
10 years of Phantom
Abhira : The self-respect queen
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 29 Aug 2025 EDT
Thanku
<font color="#0000ff" size="4">wow, loved it.š please continue soon. šcan't wait.š</font>
I will try my best 4 update soonOriginally posted by: --sumana13--
<font face="'Comic Sans MS', Times, serif" size="3" color="#009900">this one is beautiful yaar ... thanks for PM ...jaldi update karna please ...
</font>
Chapter 3
------------------
(KKG ASR ke kamre se nikal kar hall me aati hai. Hall me saare gharwale aa chuke hai wo khushi ko dekhkar use rokte hai.)
Anjali ā are khushi ji aapā¦ā¦ā¦ aap a baa rahi hai puja to khtam ho gayi hai.
KKG ā maloom hai anjli ji hume der ho gayi wo raste me traffic itna jyada tha na ki hum time per aa hi nahi sake. Hume maaf kar dijiye.
Anajli ā are koi baat nahi khushi ji. Aap aa to gayi. Per aap itni jaldi jaa rahi hai.
KKG ā ji hum to bahut der se aaye huye hai.
LA ā are chamkili tum ek to tum itni der se aai or fir itni jaldi jaa rahi ho. Mujhse baat karne ka bhi waqt nahi hai tumhare paas.
KKG ā aisa nahi hai LA ji hum to ā¦ā¦ā¦ accha thik hai hum kuch der baad chale jayenge.
Mami ā hello hay bye bye humko pura maloom tha ki i fati sari itn jaldi iha se bye bye nahi howe wali.
Nani ā Manorma. Khushi bitiya jaa hi rahi thi u to miss Kasyap or anjli bitiya ne unko rok liya.
LA ā khushi mujhe tumhe apni nayi payal dikhani hai aate samay Anjli di ne jwellar se dilwayi thi.
ASR ā di mujhe ek cup chai milegi.
Anjali ā are chote aap or chai ā¦. Wo bhi is waqt. Aap to bus subah or sham ko chai pite hai na.
ASR ā kya diā¦ā¦ā¦. ,main abhi chai nahi pi sakta kya? Agar mera abhi chai pine ka maan ho raha hai to mujhe chai nahi milegi.
Nani ā kyun nahi choteā¦ā¦. Aapke liye chai banwa dete hai. JP ā¦ā¦ā¦.. zara chote ke liye chai to bana dijiye.
ASR ā di agar aap nahi chahti ki main chai piu to bol dijiye na magar is JP se chai banawa kar mera taste kyun bigar rahi hai. Ye bilkul bakwas chai banata hai.
Anajli ā are chote aapko ho kya gaya hai humesha se to JP hi chai banate aaye hai. Fir aajā¦ā¦.
Mamiji ā are rehne do anjli bitiya agar chote ka maan nahi hai ki wo JP ke haath ki chai piye to tum hi bana do na.
ASR ā are nahi di. Aap thak gayi hongi. Rehne dijiye aapko chai banana ki koi zaroorat nahi hai.
Mamiji ā are tab or kaun banhiye chai. Arnav bitwa tumri Miss Kashyap ko to aawat nahi hai na chai banawe ka to firā¦..
ASR ā rehne dijiye. Agar is ghar me mujhe mere pasand ki ek cup chai bhi nahi mil sakti to ā¦.. mujhe nahi pini chai wai..
Anjli ā are nahi chote rukiye hum abhi aapke liye aachi si chai banwate hai. Kushi ji aap please chote ke liye chai bana dijiye.
KKG ā hum!
Anjli ā haa Khushi ji aap to chote ko jaanti hai na agar unka mood bigar gaya to kahi ghar me hangam na kar de. Please aap chote ke liye ek cup chai bana kar unhe de aaiye.
KKG ā accha anjli ji.
LA ā thanks chamkili. ASR ka gussa na sirf tum hi handle kar sakti ho kunki tum unhe palat kar jawab jo de sakti ho. Isliye tumhe ASR se koi khtra nahi hai.
Anjli ā La ji aap kehna kya chahti hai ki humara bhai khtrnak hai.
LA ā are nahi di I was just joking.
Anjli ā accha thik hai ab chaliye chal kar thoda sa aaram kar lete hai bahut thak gaye hai.
LA ā haa di main bhi bahut thak gayi hoo. Sorry chamkili main tumhare saath kichen me zaroor aati per main bahut thak gayi ho I'm sure u don't mide.
KKG ā are nahi La ji koi baat nahi hum bus unhe chai dekhr chale jayege. Hume bhi der ho rahi hai.
Anjli ā thik hai khushi ji aaj nahi to kal hum aapke ghar per aakar aapse djher saari batein kar lenge. Isi bahane aapke ghar ke or logo se bhi milna ho jayega.
(saare ghar wale apne apne kmre me chle jaate hai. KKG kitchen me chali jaati hai.)
KKG ā ye bhi khoob hai ek taraf to kehte hai ki humse ā¦ā¦ā¦ or dusri taraf humse kaam karwate hai. Ab ye chai ban gayi hai ab unhe de aate hai or fir ghar chalet hai. Per koi dikh bhi to nahi raha hi jisase chai unhe pahuchwaye. Lgta hai khud hi lekar jana hoga. Lekin agar unhone fir se kuch kha to. Jo hoga so dekha jayega.
(KKG chai lekar kamre ke bahr pahuchti hai knock karne se pehle hi andar se aawaz aati hai " Andar aa jao khushi" KKG andar aati hai or darwaze ko gaour se dekhti hai.)
ASR ā kya dekh rahi ho kushi?
KKG ā hum ā¦ā¦ā¦ hum soch rahe hai ki itni baar hum is kamre me aaye hai hume wo khufiya ched nahi dikha jisase dekhkar aapko pta chal gaya ki hum aaye hai.
ASR ā khufiya chedā¦ā¦ā¦. U mean key hoal. Wo nahi is darwaze me.
KKG ā fir aapko kaise pta chalgay aki hum hi aaye hai. Chai lekar to JP bhi aa sakte the na.
ASR ā tumhe pehchanne ke liye mujhe kisi key hoal ki zarooorat nahi hai. Tum aati ho to mujhe pta chal jaat hai.
KKG ā accha per kaise?
ASR ā jaise tumhe pta chal jaata hai ki main tumhare aas paas hoo.
KKG ā haaā¦ā¦.. aisa kaise ho sakta hai? Jab tak koi kisi ko dekhe nahi tab tak kaise bata sakta hai ki wo aaya hai ya nahi.
ASR ā KKG jab dil se dil ke taar zoore ho na tab nigaho se dekhne ki zaroorat nahi hoti. Jab tum aato ho na to tumhare aane ki aahat usase pehle hi mere kaano me par jati hai. Tumhari darkano ki aawaz meri dharkano tak pahuch kar mujhe ye bata deti hai kit um aa chuki ho.
KKG ā aap kitni khoobsoorat baatein karte hai. Aise aap bilkul LG nahi lagte.
ASR ā LGā¦ā¦ā¦ kahir tum jo chaho mujhe bula sakti ho. Waise chai nahi deni kya?
KKG ā chaiā¦ā¦ haa. Wahi to dene aaye the. Aap bhi na bilkul ajeeb ahi. Apko pta tha na ki hume ghar zaldi jana hai fir bhi aapne hume der karwa di. Ek taraf to aap kehte ki aap humse pyaā¦ā¦ā¦. (KKG shrma jaati hai.)
ASR ā main tumse kya? Puri karo apni baat.
KKG ā wo ā¦ā¦ā¦. Woā¦ā¦. Hum keh rahe the ki aap JP ji haath se bhi to chai pi sakte the na fir aapne humse hi chai kyun banwai. Is tarah se hume pareshan karne ka kya matlab hua?
ASR ā matlab? Main tumhe pareshan thode kar rha hoo. Ab tumhare haath ki chai pine ki aadat to dalni paregi na. shadi ke baad thode na JP ke haath ki chai piyunga. Tumhare haath ki piyunga na.
KKG ā shadi ke baad aap sirf humare haath se chai hi kyun piyenge khana bhi khana parega.
ASR ā khana bhi kha loonga per pehle shadi to ho jaaye.
(KKG ko achanak ehsasa hota hi ki usne kya keh diya or wo shrma jati hai.)
ASR ā to main tumhara jawab haa samjhoo.
KKG ā haaā¦ā¦ā¦ nahi.
ASR ā nahi.
KKG ā humara matlab wo nahi tha hum to keh rahe the ki aapne hume kal sham tak ka waqt diya than a.
ASR ā thik hai tum kal sham ko hi jawab dena main intzar karonga. Waise tum or main dono jante hai ki tumhara jawab kya hoga. Fir bhi agar tum chahti ho ki main kal sham tak intzar kroo to karoonga.
KKG ā humā¦ā¦ā¦ā¦ā¦.. hum chalte hai.
(KKG ASr ke room se chali jaati hai or ASR use muskurate huye jate huye dekhta rehta hai.)
(KKG road per jaa rahi hai or ASR ki kahi baato ke bare me soch rahi hai.)
KKG ā Arnav jiā¦.. unhone kha ki wo humse pyaar karte hai. Per kya hum unse pyaar karte hai. Jab wo humare samne aate hai to humare dil ki dhrkan badh jati hai. Humne to socha tha ki humari shadi jiase hogi wo humara pura khyal rakhega. Arnav jib hi to humara kitna khyal rakhte hai Nan ital me jab hum bimar ho gaye the to unhone humara kitna khyal rakha tha.
Humne ye bhi socha tha ki wo hume her bure saaye se her musibat se bachyega. Arnav ji ne bhi to hume un gundo se bachaya tha or fir un building me jab hum fus gaye the tab bhi to wahi hume bachane aaye the. Bhale hi hum waha unki wazah se hi fuse the per wo hume bchane aye na.
Humne to ye bhi socha tha ki wo humara her acche bure waqt me saath dega. Arnav ji ne bhi to humara saath diya hai jab babuji hospital me the to unhone hospital ka saar bill bhara tha or wo bhi humare kahe bina.
Humne to ye bhi socha tha ki use humare chote se chote dard se bhi fark parega. Arnav ji ko bhi to humare chote se chote dard se fark parta hai. Tabhi to us din jab LA ji gir rahi thi or humare haatho per mombattti gir rahi thi to Arnav ji ne hume bachaya. Or fir Nanital me bhi jab hume chot lagi thi unhe kitna gussa aaya tha.
Humne to ye bhi socha tha ki wo humare maan ki baat humare bina kahe hi samjh lega. Arnav jib hi to humare maan ki baat bina humare kahe samjh jaate hai. Kaise unhone ye samjh gaye ki hum is sagai se khush nahi hai. Jis baat ko humaro buaji humari amma bhi nahi samjh saki use wo samjh gaye. To iska matlab kya ye hai ki wo humare liye ek acche jeewan sathi sabit honge. Hey devi maiya kya kare hum? Kisase puche ki hume kya kehna chahiye? Jiji se. nahi wo kya kahengi. Phir hum kya kare?
Payal ā are khushi darwaze per khari hokar kya kar rahi hai. Or ye khud se kya bak bak kiye ja rahi hai.
KKG ā humā¦ā¦. Hum ghar pahuch bhi gaye.
Payal ā khushi tu khud se chlkar aayi hai na firā¦ā¦. Kuch hua hai kya?
KKG ā haaā¦ā¦ā¦.. nahi jiji. Kuch nahi. Jiji hume bhookh lagi hai hume kuch khane ko do na.
Buaji ā I lo ek to sham ke 7 baje ghar lauti hai or aate hi bhookh lagi hai. Pehle I batao ki itni der kahe ho gayi. Shyam bitwa kab se tumri raah dekh rahe hai.
KKG ā shyam ji per kyun?
Buaji ā wo aaj tumko bahar le jaana chahte the per tum itni der se aayi ho.
Shyam ā koi baat nahi bua ji abhi bhi waqt hai Kushi ji chaliye hum bahar chlate hai isi bahane ek dusre ko janane ka kuch or waqt mil jayega.
KKG ā maaf kijiyega shyam ji. Per hum bahut thak gaye hai hum bahar nahi jaa apyenge.
Buaji ā are kahe nahi jaa sakat ho chalo jaldi se taiyar ho jaao jaao shyam bitwa ke saath.
KKG ā buaji aap humesha jid kyun karti hai. Humne keh dia na ki hum thak gaye hai hum nahi jaa sakte.
(KKG apne kamre me chali jaati hai or shyam gusse se udse jaate huye dekhta reh jaat ahi. Fir wo babuji ke kamre me chala jata hai. Payal kuch der baad khana lekar KKG ke kamre me aati hai.)
Payal ā kushiā¦ā¦. Chalo khana kha lo tumhe bahut bhookh lagi thin a.
KKG ā nahi jiji hume bhookh nahi hai.
Payal ā bhookh nahi per tumne abhi to kha tha ki tumhe bhookh lagi hai or abhi achanak se. ā¦ā¦. Bua ji ki aato se pareshan ho.
KKG ā or nahi to kya jiji. Jab dekho tab shyam ji ā¦ā¦ shyam ji ke saath yaha jaao. Waha jaao. Hume nahi pasand ye sab.
Payal ā kushi bua ji ne aj se pehle bhi tumse ye sab kha hai na per tum itna gussa kabhi nahi huyi. Fir aajā¦ā¦ā¦ kuch hua hai kya?
KKG ā nahi jiji.
Payal ā dekho khushi hum tumhari jiji hai or hum acche se jante hai ki humari khushi itna gussa kabhi nahi hoti. Hume batap kuch hua hai kya? Arnav ji ne kuch kha hai?
KKG ā jijiā¦ā¦. Ek minut. Pehle darwaza to band kar le.
(KKG uth kar darwza bad kar deti hai.)
KKG ā jiji hum bahut pareshan hai aaj arnav ji ne humeā¦ā¦ā¦. Hume I LUV U kha.
Payal ā kya?
KKG ā jiji dheere. Bua ji sun lengi.
Payal ā arnav ji tujhe I LUV U kha. Per kab kaise?
KKG ā sab batae hai jiji. Aaj jab hum wah agye tab (KKG payal ko saari bate batati hai.)
Payal ā to ab tumne kya socha hai?
KKG ā wahi to samjh me nahi aa rha jiji hum kya kahe unhe haa ya naa.
Payal ā samjh me nahi aa rha. Kushi ye teri puri zindgi ka sawal hai. Ache tarah se soch samjh ka faisla lena. Waise tujhe arnav ji acche to lagte hai na.
KKG ā haa jiji.
Payal ā shyam ji se jyada.
KKG ā haaā¦ā¦.
Payal ā tujhe lgta hai ki wo tere liye acche pati sabit honge.
KKG ā haa jiji unme wo saari khoobiya hai jo humne humare hone wale pati me dekhi thi.
Payal ā or wo tujhse pyaar bhi karte hai to fir ho gaya faisla tu unhe haa kar de.
KKG ā haanā¦ā¦ā¦ā¦ haan kar de.
Payal ā haa bilkul. Dekh khushi to is sagai se khush nahi hai ye baat hum bhi jante hai or tub hi. Asal me shyam ji wo insan hai hi nahi jiske saath tu apni sari zindgi bita sake. Tu bilkul pagal hai khushi or tere saath koi pagal hi reh sakta hai or arnav ji se bara pagl koi or hoga kya?
KKG ā jiji unhe pagla mat kaho.
Payal ā oh hoā¦ā¦. Abhi to haan bhi nahi kha or unhe pagal mat kaho. Accha baba nahi kehte tumhare arnav ji jo kuch bhi. Ab tum khana to kha lo ya fir pyaar me bhookh bhi ur gayi hai.
KKG ā khayenge jiji. Per ek pareshani hai hume bhookh to bahut lagti hai per khana samne hone ke bawzood hum kha hi nahi pate.
Payal ā hota hai hota hai. Pehle pehle pyaar me aisa hi hota hai. Abhi thoda sa to kha lo kal to tumhe apne arnav ji ko haa keh kar hi sukun milega.
KKG ā jiji hum unhe kal haa to keh denge per aage kya hoga? Humara matlab LA ji or shyam ji.
Payal ā uski fikar tum choro. Agar arnva ji ne tumhe I LUV U kha hai to unhone kuch socha hoga na ki wo aage apne ghar walo ko kaise samjhayege. Or rahi baat shyam ji ki to hum baat karenge ghar walo se. tum pareshan mat ho.
(kuch der baad KKG payal ke saath kamre ki kirki per khari hai. Tabhi kahi se gaane ki aawaz aati hai.)
Kaate nahi katate ye din ye raat kehni thi tumse jo dil ki baat
Lo aaj main kehti hooā¦ā¦. I LUV U.
(gana sunkar KKG ASR ke khyalo me kho jati hai.)
(KKG barish me kisi khuli jagah per barish se bhigne se bachne ke liye khari hai or piche se ASr aata hai.)
Kaate nahi katate ye din ye raat kehni thi tumse jo dil ki baat
(KKG shrma kar aage badhne l;agti hai tabhi ASR KKG ka haath pakar leta hai.)
Lo aaj main kehta hooā¦ā¦.
(ASR apne shirt ke upper ke button kholta hai or fir uske andar se ek gulab nikal kar kehta hai.)
I LUV U.
(KKg shrma jati hai wo gulab le leti hai or jaane lagti hai tabhi ASr saamne aa jata hai or us or badhta hai.)
Koi nahi hai bus tum ho saath kehni thi tumse jo dil ki baat
(KKG piche aati hai ASr aage badhta hai KKG girne lagti hai ASR use pakr leta hai.)
Lo aaj main kehti hooā¦ā¦.
(KKG ko ASR khich kar use apne sine se laga leta hai. KKG uske gale lag jaati hai or kehti hai.)
I LUV U.
(ASR smile karta hai KKG shrma jati hai or ASR ko chorkar paas ke khali pare guest house me chali jati hai.
(aise time me romance ke liye humare shows me humesha khali guest house mil jata hai so don't ask any question to me ki guest house kaise mil gya.)
so KKG ke piche piche piche ASR bhi us guest house me chla jata hai. Apne gile kapre badlkar khushi red sari pehn leti hai.
(humare shows me khali guest house ke saath romantic kpre bhi mil hi jaate hai. Geet iska sabse bara example hai. Show wale pura dhyan rakhte hai ki hero heroin ko romance me koi deikkat na ho to maine bhi dhyan rkha hai ki Arhi ke romance me koi problem na aaye.)
KKG sari badal kar parde ke piche se ASr ke saamne aati hai ASr use dekhta reh jaata hai. Tabhi khirki se hawa chlne lagti hai or KKG ke baal aanchal sab urne lagte hai. ASr uske urte huye aanchal ka ek chor tham leta hai.
Kaisi hawa hai,
KKG ka dil zor zor se dhrkne lgta hai.
dhuli dhuli
ASR uska aanchal pkar kar use apni or khich leta hai.
Aai fiza hai ,
KKG apna ek haath ASr ke seene per rakhti hai.
khuli khuli
ASR uska dusra haath apne haath me leta hai.
Sara nazar,
KKG shrma kar ASR ke kandhe per apna sir rakh deti hai.
naya naya
ASR uska chehra apni or krta hai.
Dil ne pukara,
KKG shrama kar bhag jaati hai or ASr se kuch dur khri hokar use plt kar dekhti hai.
piya piya
ASR use paas jaata hai KKG piche aati hai or piche ki deewar se takra jaati hai. ASR, KKG ko plt kar uska bach side apni or kar leta hai phir uske khule huye back per kiss karta hai. KKG seduce hokar apne dono haath deewar per rakhti hai.
Tumne jo li angrai hai
Phir baat wahi yaad aai hai.
ASr dheere dheere KKG ke back per kiss karte huye upper ki or badhta hai.
Lo aaj main kehta hooā¦ā¦.
ASR KKG ke kaano pe kiss karta hai or kehta hai.
I LUV U.
KKG shrma kar paltati hai or use khud se door dhka den eki kosis krti hai per ASR uske dono haath pakar kar use apne or kareeb kar leta hai. Phir uske kmar me haath dalta hai. KKG , ASR ke or karee baa jati hai or dono ki saanse ek dusre ko mehsoos hone lagti hai.
Mehka mehka,
ASR KKG ki back per apna haath rakhta hai.
tera badan.
KKG palt kjaati hai ASr ka haath KKG ke stomach per hota hai. ASr KKG ke neck per kiss karta hai.
Behka behka,
KKG ASR ki pakar se chootne ki kosis karti hai per ASR use or zor se pakar leta hai ASR uske kaandhe se uske baal hata hai or waha kiss karta hai.
mera ye man.
KKG seduce ho jaati hai or apne ke haath se ASR ka chehra pakar leti hai.
Chalka chalka,
ASR use neck per or kiss karta hai.
Roop tera.
KKG behkane lagti hai or palta kar ASR ke gale lagti hai.
Halka halka,
KKG apne ek haath se ASR ke black shirt ke baaki bottons bhi remove kar deti hai. Fir uski body pr ek kiss kart I hai. ASr uske baal palr kar khichta hai.
nasha mera.
ASR KKG ko apne hotho ke paas laata hai. KKG ke hoth kapne lagte hai.
Jab aa hi gayi main paas tere keh doo jo dil me hai mere
ASR KKG ko apne hotho ke bilkul kareeb kar leta hai.
Lo aaj main kehti hooā¦ā¦.
KKG ke hoth ASR ke hotho se takrate hai. KKG dheere se kehti hai.
I LUV U.
KKG shram kar ASr se door jaane lagti hai per ASR uske dono haath pakar kar use kheech leta hai or apne kareeb kar leta hai. (
Kaate nahi katate ye din ye raat kehni thi tumse jo dil ki baat
ASR KKG ke neck se lekar uske chhre per kai kiss karta hai.
Lo aaj main kehta hooā¦ā¦.
Phir use palt kar uska chehra apni taraf karta hai or uske sir per kiss karke kehta hai.
I LUV U.
KKG ASr ke dono galo per kiss karti hai.
Koi nahi hai bus tum ho saath kehni thi tumse jo dil ki baat
ASr KKG ke neck ke piche haath rakhta hai or use apne chhre ke or kareeb karta hai.
Lo aaj main kehti hooā¦ā¦.
ASR KKG ke hotho per apne hoth rakh deta hai. KKG ki baat uske maan me hi reh jaati hai .
I LUV U.
(KKG gane me khoi hui hai or Payal use aawaz de rahi hai.)
Payal ā tu sun rahi hai khushiā¦ā¦. Hum keh rahe the ki kal tu ghar se bahar kis bahane se jayegi. Khushiā¦ā¦ khushiā¦ā¦
(no answer. Payal khushi ke kandhe pakar kar use jhtk adeti hai.)
KKG ā haaā¦ā¦.. jiji kya hua?
Payal ā bhukmp aa gaya.
KKg ā accha per hume pta nahi chla.
Payal ā pta to tab chalega na jab tum apne arnav ji ke khyalo se bahar aaogi tab na.
KKG ā matlb?
Payal ā matlba ye ki abhi to tumne arnav ji ko unka jwab bhi nahi dia hai or abhi se unke khyalo me kho gayi ho.
KKG ā aisa nahi hai jiji hum to busā¦ā¦ā¦..
Payal ā hum to bus is gaane per khud ko ASR ke sath imagine kar rahe the. Waise romantic khwab dekha kya?
KKG ā jijiā¦..
Payal ā are humari khushi to shrma rahi hai.
KKG ā jiji agar aap hume chidhyengi to hum aapse baat nahi karenge.
Payal ā accha wo sab choro or sone chalo bahut der ho gayi hai.
(KKG, payal se saath sone chali jaati hai. Bed per)
KKG ā jiji hume neend nahi aa rahi.
Payal ā khushi sone ki kosis karo na aa jayegi.
KKG ā nahi aa rahi jiji.
Payal ā kahi tum hume ye to nahi kehna chati ki tumhe ab sierf arnav ji ki baho me hi neend ayegi.
KKG ā jiji aap bhi naā¦ā¦ā¦
Payal ā pareshan mat ho arnav ji ke kuch romantic khwab dekh lo neend aa jayegi.
KKG ā jiji hume neend aa hi nahi rahi.
Payal ā hum jante hai khushi ki pyaar me aksar neend ur jati hai per tum ye socho ki tum arnav ji ko kitna intzar krwaogi.
KKG ā jiji wo aane wale hai kya?
Payal ā haaā¦ā¦..
KKG ā kab?
Payal ā tumhare khwabo me. Ab wo bhi to tumse khwabo me milne ka intzar kar rahe honge to tumhe unhe intzar nahi krwana chahiye ab jacb tak tu so nahi jaogi tab tak wo tumse khwabo me kaisi mil payege. To chalo ab so jaao.
KKG ā accha thik hai hum so jate hai.
(KKG so jaati hai. )
please press like button and comment.
This story has been inspired by the 2002 Malayalam film Nandanam, and was written at the request of Jasminerahul. It is my humble attempt to...
[NOCOPY] Hello readers! I am Aditi, I have been writing stories here but this is my first short story on RiKara. Alike, you all have been...
From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...
Introduction Although the family background of this fiction is the same as of the original series, there are slight changes in the plotline....
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
59