Pyaar Hua Chupke Se
This is my 1st topic in this forum. And my 3rd FF on india forums. My 2 ffs are on LTL Forum. This is my 3rd FF. I hope u all like it. And at Last my English language is not so good so I done so many mistake so please don't mind it. I will write my FF's dialogs in hindi. I hope u all will enjoy it. Please press like button and do comments. I am waiting for it.
After some time I will start make Vm of arhi. I hope u all will enjoy my creations. If u like it do comments. If u don't like it do comments becaz I want to know the result of my Fiction.
Chapter 1
------------------
My story start from where there Khushi will agree to marry Shyam under his family pressure. Shyam ne apni family ko kha hai ki wo kisi zaroori kaam se Lakhnow jaa raha hai. 1 week me aa Jayega.
Kushi ki sagai Shyam se ho chuki hai or wo sagai ke agle din RH ati hai. Waha hall me Anjali , La, Mamiji, Nani maa baithe hai.
Nani ' are kushi bitiya aaj bahut der laga di aane me.
Kushi ' ji wo kuch kaam tha isliye der ho gayi.
Mami ' hello hay bye bay. Iha der se aawe ka ka matloab hai. Iha ekdum time pe awe ka pari kahe ki iha kaam kare ka rupees milat hai.
Nai ' Manorama.
Mami - u ka hai sasu ma ki galti se bhi agar Arnav bitwa ko pata chal gaya ki i futy saari kaam pe der se aayi hai to u inka puri salary kaat lihe.
La ' wao khushi new ring. Kitni sundar hai.
Anjali ' dikhaiye ga khushi ji hum bhi to dekhe. Are ye to bilkul humari ring jaisi hai aisa lgta hai jaise ek hi aadmi ne hum dono ko di ho. Waise kitne me li aapne.
Khushi ' ji humari sagai ki hai. Humare mageter ne pahnai hai.
Anjali ' sagai! Khushi ji aapki sagai kab hui?
Khushi ' ji kal hi. Or Sunday ko shadi hai.
La- itni zaldi.
Nani ' haan kushi bitiya itni zaldi. Or aapne to hume bulaya bhi nahi ka itne praye hai hum sab aapke liye.
Khushi 'ji wo babuji ki tabiyat itni khrab hai ki sab kuch zaldi zaldi me ho gaya. Kisi ko bulane ka mauka hi nahi mila. Babuji humari shadi ko lekar bahut pareshan the.
Nani ' kono baat nahi khushi bitiya. Aap khush raho.
Anjali ' Mubarak ho khushi ji hum abhi apka muh meetha krate hai.
La ' congratulation chamkili. Nahi khushi.
Mami ' waise I to batao ki u kaun hai jo I fati sari me kapra chipkawe ko taiyar hai mtlab ki interested hai.
Anjali ' haan khushi ji apne hone wale pati ka naam to bataiye.
Khushi ' ji unka naam'''' maaf kijiyega Anjli ji mamiji ne mana kiya hai. Kha hai ki apne hone wale pati ka naam nahi lete.
Nani ' dekha manorma I howat hai sanskar.
La ' wow khushi tumhari shadi. To kya ba tum nahi aaogi.
Khushi ' hum yahi to kehne aaye the ki hum kal se nahi aa pyenge.
Anjali ' per khushi ji''. Aap kal to aa jaiye. Humne ek puja rakhi hai. Usme shamil hone. Aap ayengi na.
Khushi ' per anjli ji''.. thik hai hum kal aa jayege.
La ' khushi tumhari bhi shadi ho rahi hai kuch dino me meri or ASr ki shadi bhi ho jayegi.
Mami ' ume Din nahi Ms. Kasyap Mahina lagi.
(La ki baate sunkar khushi ko bura lgta hai or use apni halat samjh me nahi aati.)
Anjali ' are chote tum waha khre kahre kya kar rahe ho? Yaha aao. Kuch pta hai khushi ji ki sagai bhi ho gayi lo unhe Mubarak baad do or muh meetha karo.
ASR ' di mere paas itna time nahi hai ki main apne her employee ki khushi me khush hota firu or rahu muh meetha karne ki baat to aap janti hai ki main meetha nahi kha sakta.
(arnav gusse me waha se chla jata hai or kushi use jaate huye dekhti reh jaati hai.)
(apne kamre me arnav gusse se baitha hai. Uska kisi kaam me maan nahi lag rha hai.)
ASR ' ye kya ho gaya hai mujhe. Us KKG ki shadi ki khbara mujhper itna asr kyun daal rahi hai. Kyun itna frak par rha hai mujhe? Aisa kyun lag rha hai ki jaise is khbar ne meri zindgi ki sari khushiya chin li. Oh khushi khshi khushi'''.. ye saari problem us khushi ki wazah se huyi hai. Accha hai kal ke baad uski shakal bhi dekhne ko nahi milegi.
(ASR apna laptop or bag utha kar bahar jata hai.)
Anjali ' are chote nasta to kar lo. Itni zaldi office kyun ja rahe ho?
ASR ' nahi dio mukje koi zaroori kaam hai nasta office me hi kar lunga.
(AS samne se aati KKG se tkra jata hai.)
ASR ' tum dekh ke nahi chal sakti her waqt takrane ka shaukh hai tumhe.
KKG ' hum to dekh kar chal rahe the aap hi piche dekh kar'..
ASR ' shutup. Behas krna zaroori hai. Kal se kaam chor rahi ho na. kal aao or apna hisab clear kro or jaao.
KKG ' itni buri tarah se kyun baat kar rahe hai aap?
ASR ' main aisa hi hoo. Or main kisi ke liye nahi badlne wala samjhi. Ab hato saamne se mujhe der ho rahi hai.
(ASR gusse me office chala jata hai or khushi use jaate huye dekhti reh jati hai.)
(sham ko KKG LA ko kheer banana sikha rahi hai tabhi drwaze ki bell bajti hai. JP drwaza kholta hai or ASR gusse me andar aata hai.)
ASR ' itni der lagti hai drwaza kholne me.
Jp ' per chote sahib humne to darwaza turant hi khol dia.
ASR ' shut up is ghar me sabko zuban lgane ki adat ho gayi hai.
Anjali ' per chote Jp ji ne to turant hi darwaza khol dia.
ASR ' di mere sir me thoda dard hai is liye main apne kmre me jaa raha ho.
LA ' Asr dekho na maine tumhare liye kheer banana sikhi hai.
ASR ' LA maine tum se kha tha ki Nani kip sand ko apna lo lekin tum to kisi or ki tarah sib anti jaa rahi ho. Office ka kaam to tumne chod hi dia hai ab ghar per baith ker kya kichen ka kaam hi karte rehna hai. Ye sab chote ghar ki choti ladkiyo ke liye hai tumhare liye nahi.
Anjali ' Chote hum bhi to kichen ka kaam karte hai to kya hum bhi''
ASR ' di aap ki baat or hai aap apne shaukh ki wazah se ye sab karti hai wrna humare ghar me naukro ki kya kami hai.
Anjli ' jis trah se hume pasand hai ki hum ghar ke logo ko tumhare jijaji ko apne haath se khana bana kar khilaye usi tarah se LA bhi apke liye khana banana chahti hai.
ASR ' di please mujhe psand nahi ki meri wife sara din kichen me rehkar mere liye khana banaye. Mujhe aisi ldkiya bilkul pasand nahi jinka talent sirf kichen me hi dikhta ho. Di ab main apne kmre me ja raha hoo.
(ASR kamre me chala jata hai or KKG kichen se niklti hai.)
LA ' dekho na Kushi ASR ne to kheer kayi hi nahi. Maine itni muskil se banai thi.
Anjli ' koi baat bnahi LA hum hai na hum sab kha lenge.
LA ' per di maine to ASR ke liye banai thin a wo bhi sugar free. Khushi ne khaas ASR ke liye alg se niklwa dia wrna main to bhool hi gayi thi. Per ab kya kare.
Anjli ' kuch nahi kar sakte LA aapko to pta hai na ki chote ne ek baar na kar di to kar di. Ab use koi badal nahi sakta.
LA ' khushi.
KKG ' hum''.
LA ' haan tum. Ab tum hi kuch kar sakti ho khushi. Dekho hum sab jante hai ki tumhare plans humesha work karte hai. To tum koi plan banao or ASR ko mere haath ki kheer khila kar aao.
KKG ' per hum kaise'''
Anjli ' khushi krna to aapko prega hi waise bhi hume pta hai ki aapke liye kuch bhi namumkin nahi. To please please'. Kuch kijiye or kisi bhi tarah chote ko ye kheer to khani hi paregi.
KKG ' accha thik hai hum jaate hai.
(khushi kheer lekar ASR ke kmre ki or badhti hai. ASR ke kamre ke darwaze pe)
KKG ' ye bhi khub hai kaam LA ji ka hai or fus hum jate hai. Ab us Lard Governer (LG) ko kheer khilao or agar unhe pasnd nahi aai to yahi kheer humare mu hope marenge. Or nuh se sorry tak nahi niklega. He devi maiya madad krna. Us LG ka gussa humpe na nikle. Waise bhi aaj subah se hi bahut gusse me hai. Knock kare kya? Kar hi dete hai jo hoga dekha jayega.
(khushi drwaze per knock karti hai or andar se ASr ki awaz aati hai.)
ASR ' kaun hai?
KKG ' ji hum hai khushi.
ASR ' tum apna naam nab hi bato tab bhi mujhe pta chal jata kit um hi ho. Kyunki is ghar me meri baat kaat kar kaam karne wali ek sirf tum hi ho.
KKG ' pura ka pura khrus hai. Jab dekho tab chilaate rahte hai. Bilkul sahi naam rakha hai humne inka LG.
(tabhi drwaza khul jata hai or ASR gusse se khushi ko ghurta hai.)
ASR ' kya kha tumne mujhe LG.
KKG ' nahi to humne to kuch nahi kha. Shayad aapke kaan baj rahe honge.
ASR ' mere kaan bilkul thik hai. Waise tum yaha aai kyun ho?
KKG ' ji wo LA ne aapke liye kheer banai thi hum bus wahi dene aaye the.
ASR ' maine khan a mujhe nahi khani hai or kya tumhe nahi pta ki main meethi cheeje nahi khata.
KKG ' isliye to itna krwa bolte hai.
ASR ' kuch kha tumne?
KKG ' nahi to'.. hum to keh rahe the ki isme sugar bilkul nahi hai.
ASR ' to ye fiki kheer hai.
KKG ' kum se kum aapki tarah karwi to nahi hai.
ASR ' main kerwa hoo.
KKG ' sun liya kaan bare tez hai. KKG to tu gayi aaj. LA aaj aapke liye ye kurbani bhi sahi.
ASR ' ye tum khud se kya baate kar rahi ho?
KKG ' kuch bhi to nahi. Hum to bus itna keh rahe the ki ye kheer sugra free hai. Humne khaas LA ji ko kehke sugar free banwaya hai.
ASR ' tumhe bahut prwah hai meri.
(ASR ko apni or dekhte dekh KKG nervous ho jati hai or kuch nahi kehti.)
ASR ' aise to hazaro baate karti ho or kuch pucho to jawab nahi deti. Accha thik hai lao main kheer kha leta hoo.
(ASR, KKG ke haath se kheer lekar khane lagta hai. Kushi jaane lagti hai to ASR kehta hai)
ASR ' ek minut KKG tumne abhi mujhe kha ki main krwa hoo. Tumhe kaise pta?
KKG ' hume kya sabko pta hai. Aap itna krwa bolte hai ki aapki baate sunakr acha khasa koma se wapus aaya mareez fir se koma me chala jaye, bacche daar kar bhag jaye, janwar chrna chor de or insane to
ASR ' matlab main itna krwa bolta hoo ki insane to insane mujhse janwaro ko bhi problem hogi.
KKG - Iss''' jyada bol gayi.
ASR ' jyada nahi bahut jyada bol gayi. Pta nahi tumhara hone wala pati tumhe kaise bardast karega?
KKG ' (gusse me) wo jaise bhi bardast karega humara pti hoga. Or aap ghbraiye mat aapko hume jyada din bardast karne ki zaroorat nahi hai bus do din uske baad hum yha ayege bhi nahi. Shadi karke apne pati ke ghar chale jayege. Phir na apko is KKG ki shakal dekhni patregi or na hi uski bak bak bardast karni paregi. Or ab hum ja rahe hai humare ghar jane ka waqt ho gaya hai. Kheer khtam ho jaye to JP ji ke haatho plate bhijwa dijiyega.
(KKG gusse se kamre se chali jati hai or ASR wahi gusse me baith jata hai.)
Please do comments. Agar psand nahi aaya to main dusra chapter nahi likhungi. I am waiting. I know I am new here but please do comments. And press like button.
59